У нас вы можете посмотреть бесплатно ⚠️Na To Butkade Ki Talab | Urdu Qawwali | Nusrat Fateh Ali Khan (Lyrics & English Translation) или скачать в максимальном доступном качестве, которое было загружено на ютуб. Для скачивания выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru
Performed By: Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Qawwal Kalaam By: Hazrat Ameer-e-Sabri (RA) Lyrics and Translations: Bhaijaan Yousufi Raag: Kalavati -- This qawwali has been with me since 1991 when I heard it for the first time. And Sarkar's enthusiasm made me become a fan as well. However, later when I grew up a bit, and when I really got to understand what the poet is communicating, my love for this Qawwali only grew deeper. So upon doing some rigorous high school level online research, I finally came to find the name of the writer. Hazrat Ameer-E-Sabri was a Sufi writer that belonged to Sabri Sufi Tariqah and his full name was Hazrat Ameer Baksh Sabri. Here's a link where you can find his full Kalam as he wrote it without missing pieces: https://sufinama.org/ghazals/ameer-sa... As someone belonging to Sabri Silsila, he has written numerous poems in honor of Hazrat Ali Ahmad Sabir. But on the flip side, he has written extensively on many other Sufi Saints, like Ahle Bayt, Mola Ali, Hazrat Abdul Qadir Jilani, Hazrat Khwaja Moinuddin, and many many others. He also published his "Faizaane Sabri" collection, which includes a good amount of his poetry. One of the things I really like about his way of writing is that he doesn't like holding back. And to some degree, I can see the similarities between his work and that of Hazrat Zaheen Shah Taji as well as Hazrat Bedam Warsi. All of them were prolific Sufi poets in their own fields. -- Raazdaaroñ Se Bach Ke Chalta Huñ Gham Gusaaroñ Se Bach Ke Chalta Huñ Mujhko Dhokha Diya Sahaaroñ Ne Ab Sahaaroñ Se Bach Ke Chalta Huñ Shabe Gham Ki Sahar Nahiñ Hoti Ho Bhi Toh Mere Ghar Nahiñ Hoti Zindagi Tu Hi Mukhtasar Ho Ja Shabe Gham Mukhtasar Nahiñ Hoti Meiñ Ne Masoom Bahaaroñ Meiñ Tumheñ Dekha Hei Meiñ Ne Pur Noor Sitaaroñ Meiñ Tumheñ Dekha Hei Mere Mehboob Teri Parda Nasheeni Ki Qasam Meiñ Ne Ashqoñ Ki Qataaroñ Meiñ Tumheñ Dekha Hei Butth Bhi Iss Meiñ Rehte Thei Dil Yaar Ka Bhi Kashaana Tha Ek Taraf Kaabe Ke Jalwe Ek Taraf Butkhaana Tha Na To Butkade Ki Talab Mujhe Na Haram Ke Dar Ki Talaash Hei Jahaañ Lutt Gaya Hei Sukoone Dil Uss Hi Raah Guzar Ki Talaash Hei Tu Haram Meiñ Jisko Hei Dhoondh Ta Mujhe Butkade Meiñ Wo Mil Gaya Tujhe Kya Malaal Hei Zaahida Yeh Nazar Nazar Ki Talaash Hei Mujhe Sab Qabool, Falaq Magar Ghame Dost Mujhse Talab Na Kar Isse Kese Dil Se Juda Karuñ Meri Umar Bhar Ki Talaash Hei Aey Tabeeb ChchorD Yuñ Hi Mujhe Meiñ Mareeze Ishq Huñ La Dawa Ishq Ki ChoT Ka Kuch Dil Peh Asar Ho To Sahi Dard Kam Ho Ya Ziyadah Ho Magar Ho To Sahi Majnu Nazar Aati Hei, Laila Nazar Aata Hei Vahshat Mein Har Ek Naksha Ulta Nazar Aata Hei...Dekho Waadiye Najd Se Phir Kar Jo Hawa Aati Hei Qais Ke Rone Ki Ab Tak Ye Sada Aati Hei Kaabe Bhi Gaey Hamm, Na Gaya, Par Buttoñ Ka Ishq Iss Rog Ki Khuda Ke Ghar Bhi Dawa Nahi Kaafire Ishq Huwe, Hamdo Sanah Bhool Gaey Naame Butth Yaad Raha, Naame Khuda Bhool Gaey...Dekho Naazo Andaaz Se Kehte, Heiñ Ke Jeena Hoga Zeher Dete Heiñ Toh Kehte, Heiñ Ke Peena Hoga Jab Meiñ Peeta Hoon Toh Kehte, Heiñ Ke Marta Bhi Nahi Jab Meiñ Marta Hooñ Toh Kehte Heiñ Ke Jeena Hoga...Dekho Ishq De Mehek Meiñ Gaya Meiñ Ik Din, Aggoñ Ishq Ne Meri Badiyayi Tthag Lai Meiñ Gaya Si Ishq Toñ Daad Laiñde, Aggoñ Ishq Ne Meri Danayi Tthag Lai Iss Ishq Ne Bade Bade Tthag Lai, Karuñ Baadshah Di Baadshahi Tthag Lai Teñ Ki Tthageya Aashiq Daara, Iss Ishq Ne Khuda Di Khudayi Tthag Lai -- Music: (0:00) Prelude: (0:37) Na To Butkade: (3:09) Tu Haram Meiñ: (6:52) Mujhe Sab Qabool: (9:44) Aey Tabeeb ChchorD: (11:59) Ishq Ishq: (12:15) Ishq Ki ChoT Ka: (13:33) Majnu Nazar Aati: (14:00) Waadiye Najd Se: (15:06) Kaabe Bhi Gaey: (15:41) Kaafire Ishq Huwe: (16:12) Waadiye Najd Se: (15:06) Naazo Andaaz Se: (17:00) Ishq De Mehek: (18:00)