Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Aye Khatme Rasool Makki madni Best naat Ustad Nusrat fateh ali khan в хорошем качестве

Aye Khatme Rasool Makki madni Best naat Ustad Nusrat fateh ali khan 6 лет назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Aye Khatme Rasool Makki madni Best naat Ustad Nusrat fateh ali khan

khuda ka noor tujh mein hu ba hu hai khuda pinha magar tu ru ba ru hai teri azmat ka andaaza ho kisko khuda hai aur khuda ke baad tu hai aye khatme rasul makki madni konain mein tumsa koi nahin aye noor e mujassam tere siva mehboob khuda ka koi nahin rasool aur bhi aaye  jahaan mein lekin tumsa koi nahin ummatein aur bhi guzreen hain rasool aur bhi hain par tumsa koi nahin mere kaali kamli waale aaka tumsa koi nahin aam hain rehmatein zamane par rehmaton ka koi hisaab nahin tere qurban ya rasoolallah tera konain mein jawaab nahin har chand aaye hain yahan laakhon hi paiyambar un sab ka magar kaafil e saalar tum hi ho masarat nasheen e alam e imkaan tum hi to ho iss anjuman ki shama e farozan bas tum hi to ho duniya e akhirat ka sahara tumhari zaat dono jahaan ke waali o sultan tum hi to ho mairaj mein jibraeel se kehne lage shah e umam tune to dekhein hain haseen batlao to kaise hain hum rooh ul ameen kehne laga e nazreen haq ki kasam aafa gaha gar deeda um mehr e buta war zida um kis yaar khuga deeda um lekin ko cheez deegar i shahenshah do aalam tajdaare ambiyah tum ho tumhara martaba allah o akbar jaane kya tum ho mere aaka rasool e muhtaram khair ul bara tum ho khudai bhar ke daata shaifa e roz e jafa tum ho naaz karti hai tere naam pe waala e hasab ul fakhr karti hai terei zaat pe aaleena sabi chehra tera quran hai quran ke sadke aye maalik e aalam main teri shaan ke sadke ausaaf to sabne paaye hain par husn e saraapa koi nahin aadam se janaab e isa tak sarkar ke jaisa koi nahin ye shaan tumhari hai aaka ke arshe e bareen jutiyan choomta hai is hi fakhr mein aaj tak jhoomta hai jalte hain jibraeel ke par jis makaam par uski hakikaton se shanasa tum hi to ho terian dhuman do jag dhumian terian jutiyan arsh ne chumiyan ye shaaan tumhari hai aaka tum arsh e bareen par pahunche ho zeeshan nabi hain sab lekin mairaj ka dulha koi nahin dil kisko dikhayein cheer ke ham isiyan ka madawa kaun kare aye rehmate aalam tere siva dukhiyon ka maseeha koi nahin khairaat Muhammad se paakar kis naaz se kehte hain mangte dukhiyon pe karam karne waala sarkar se achcha koi nahin

Comments