Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб MADINA HIJRAT - Sahaba Ansar Mahajreen ka Safar - Sahaba Ansaar Abubakar ra ka Sath - Maulana Ishaq в хорошем качестве

MADINA HIJRAT - Sahaba Ansar Mahajreen ka Safar - Sahaba Ansaar Abubakar ra ka Sath - Maulana Ishaq 2 года назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



MADINA HIJRAT - Sahaba Ansar Mahajreen ka Safar - Sahaba Ansaar Abubakar ra ka Sath - Maulana Ishaq

date:2009-12-11 year:2009 title: MADINA HIJRAT - Sahaba Ansar Mahajreen ka Safar - Sahaba Abubakar ra ka Sath - Maulana Ishaq Hazrat Usman ra or hazrat umar ra ki tareekh e shahadat, makkah se madina hijrat ka tafseeli bayan. duration:50:50 Quran:surah al nahal, ayaat no 110 q1)04:15-11:16 hazrat usman ra ki sahi tareekh e shahadat 12 zilhujj he.@ q2)11:17-14:33 hazrat umar ra ki sahi tareekh e shahadat kia he?@ q3)14:34-20:33 dr hussain ahmad paracha k hujj ka bayan. hujj ki fazeelat or urdu poetry. q4)20:34-31:21 islami calendar hijri kion he?@ meelad se islam ko kia nuqsan hota he? Nabi saw ki wiladat or wafat ki sahi tareekh kia he?£ Nabi saw ka wisaal qayamat ki pehli nishani he.£ q5)31:22-43:56 Nabi saw ki madina ki taraf hijrat or madina ka tareekhi pas e manzar. madina se Nabi saw se pehlay 6 log milnay aaye thay?@ hazrat zakwan ra muhajir o ansari sahabi kehlatay han.£ Nabi saw ka hazrat musab bin umair or hazrat abdullah bin maktoom ra ko madina me aalim e deen ki haisiyyat se bhejna.£ hazrat saad bin maaz ra or hazrat saad bin obadah ra k eeman lanay ka waqia.@ hazrat usairam ra ka eeman lana or namaz k waqat se pehlay hi shaheed honay ka bayan.£ q6)43:57-1:05:00 hazrat abu salma ra apni family k sath makkah se sabse pehlay hijrat k liye niklay thay.£ hazrat abu salma or unki biwi or bachay par zulam ka bayan.£ hazrat abu bakar siddique ra ka hijrat k liye 2 oontnian palna. kuffar e makkah ka Nabi saw k qatal ka mansooba banana. Nabi saw ka hazrat abu bakar siddique ra k sath ghar e sor me 3 din panah lena or kuch jhootay qissay.£ allama iqbal ki farsi poetry or gham o takleef ka elaj. hazrat bu bakar siddique ra ka asal naam abdullah tha.£ Nabi saw k sath hijrat k waqat konsay 3 afraad mojood thay?£ hazrat abu bakar ra ka Nabi saw k baray me zoo maani bayan dena. hazrat suraqa bin malik ka Nabi saw k peechay jana. Nabi saw ki madina me aamad or istaqbal ka bayan.@ masjid e quba ki bunyad or fazeelat.£ hazrat ayyub ansari ra ka asal naam hazrat khalid bin zaid he.£ hazrat qais bin salma ra ki Nabi saw ki aamad par kuch poetry ka bayan. q7)1:06:37-1:07:50 mina se agar koi bhool kar makkah chala jaye to usko kia koi kaffarah dena paray ga?£

Comments