Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб ज़ैनब आ गयी भाई | زینب آ گی بھائی | Zainab Aa Gayi Bhai | Reciter : Adeeb Zaidi | Poet : Sachey Bhai в хорошем качестве

ज़ैनब आ गयी भाई | زینب آ گی بھائی | Zainab Aa Gayi Bhai | Reciter : Adeeb Zaidi | Poet : Sachey Bhai 4 года назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



ज़ैनब आ गयी भाई | زینب آ گی بھائی | Zainab Aa Gayi Bhai | Reciter : Adeeb Zaidi | Poet : Sachey Bhai

#Adeeb_Zaidi #Sachey_Bhai #Grafh_Agency #Moharram_2020 #Nohe_1442_2020 Sachey Bhai Ka Nauha ज़ैनब आ गयी भाई زینب آ گی بھائی Zainab Aa Gayi Bhai In the Loving Memory of Legendry Nauhakhwan (Syed Ali Muhammad Rizvi Marhoom “Sachhe Bhai”) Nauha Khwan : Janab Adeeb Zaidi Aligarh Shayer : Janab Syed Ali Muhammad Rizvi Marhoom “Sachhe Bhai” Audio : Javed Azad Meerut Post Production, Released & Copyright : GRAFH AGENCY, Lucknow. Lyrics Zainab agayi bhai Lo Zindane shaam se chhutkar Ab na yahan se ghar jayegi Laut k ye maajayi Zainab agyi bhai Lo zindane shaam se chhutkar Baad tere aisa loota ghar Sar pe na chhodi ek k chadar Khainch liya bimar ka bistar Dete rahi mai duhayi Tareeki raste anjane Dushman harsoo naize taane Karbobala k ban me na jaane Kaise shaam thi aayi Hasrat to thi jaane khwahar Dete ijazat gar ye sitamgar Mayyat par kuch der thahar kar Ro leti maajayi Sar khole be maqna o chadar Aada le gae hamko dar dar Kya bolun ek ek qadam par Kis kis ki yaad aayi Kodey jab bimar pe barse Rote the ham sab hanste the Hukm tera tha ham bebas the Jhel gaye ruswai Chalte chalte shaam jo pohnche Kuch mat poocho bhaiyya hamse Mout thi behtar is jeene se Mout magar na aayi Haaye mera bimar bhateeja Pal pal khoon k aansu roya Kya karti majboor thi bhaiyya Kuch na behn kar paayi Gham se phata jata hai kaleja Jaago baradar utho bhaiyya Le lo us lachaar ka pursa Shaam jise chhod aayi Dard ka paikar gham ki zubaa'n hun Ek tasveer e aaho fughan hun Pusht pe mai durron ki jafa hun Aaj dikhane aayi Our Branch Office : GRAFH AGENCY Imambara Panjetani, Kashmiri Mohalla, Lucknow Nohe, Matam, Majalis, Marsiya's Online Duty Grafh Agency Contact : M. Abuzer Kintoori Mob. : 9389772110, 8896766717 Presented By : Mohd. Asghar Kintoori & Karrar Haider Jaan Jarwali Cameraman : Rahul Singh Chauhan, Mehdi Haider Camera Asstt. : Bilal Husain, Mehdi Hasan "Sonu", Shauzab Zaidi, Meesam Production Manager : Mahtab Husain & Mahmood Rizvi Video Editor : M. Abuzer Kintoori Post Production, Released & Copyright : GRAFH AGENCY Lucknow Dua Bara-e-Maghferat Cameraman Late Raj Kashyap (Munna)

Comments