Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб क़ासिम तेरे मरने से | अदीब ज़ैदी | Qasim Tere Marne Se | Adeeb Zaidi | Aarzoo Pilakhnavi | Nohey 2019 в хорошем качестве

क़ासिम तेरे मरने से | अदीब ज़ैदी | Qasim Tere Marne Se | Adeeb Zaidi | Aarzoo Pilakhnavi | Nohey 2019 5 лет назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



क़ासिम तेरे मरने से | अदीब ज़ैदी | Qasim Tere Marne Se | Adeeb Zaidi | Aarzoo Pilakhnavi | Nohey 2019

Reciter - Adeeb Zaidi Aligarh Poet - Janab Durray Hasnain Aarzoo (Pilakhnavi) Composition - Janab Safdar Husain Zaidi (Aligarh) Camera - Rahul Singh Chauhan Video Editor - Abuzer Kintoori Audio - Javed Azad (Meerut) Global Released - Grafh Agency Lucknow Mob. 9389772110 #Nohey_2019_1441 #Adeeb_Zaidi #Grafh_Agency #Moharram_1441_2019 Lyrics - Subh ashoor k hangaam sare karbobala Shauqe qurbani lie ek yateem aage badha Aake shabbir k qadmon pe apna sar rkkhha Or ki arz mile ran ki ijazat moula Apne seene se bhatije ko lagate hain husain Ashq ankhon se baha kar ye sunate hain husain Qasim tere marne se ujad jaenge do ghar Maqtal ki reza maang na aey jaane baradar Bhai ki nishani hai tu farwa ka qamar hai Kubra ki tu dharas hai sakeena ka jigar hai Hamko na musibat me rulana mere dilbar Ehsas nahi tujhko jo kubra pe bnegi Is umr me bewa ki tarah kaise jiyegi Mar jaegi ek shab ki dulhan ashq baha kar Abbas chacha hain tere akbar tera bhai Maqtal ki tasawwur me tere baat jo aayi Kya bhool koi hamse hui qasim e muztar Mansoob hai tujhse mere bhai ka amama Marne ka kabhi zikr bi hothon pe na lana Chehre me tere mujhko nazar aate hain shabbar Sun kr k sukhan bola ye shabbar ka dulara Main deen k kaam aaun yahi kehte the baba Ye waqt e musibat hai pada deene nabi par Maqtal ki reza dijie ya sibte payambar Socha tha k ummeed ka wo phool khilega Tareekhe shahadat me mera naam likhega Hojae reza ran ki jo ek bar mayassar Shehzada mare or salamat mai rahunga Nazren meri madar se mila bhi na sakunga Amma mujhe kehti hain sada fidiyaye akbar Taweez adeeb ankhon se shabbir lagaye Ye aarzoo kehne lage qasim ko bithaye Ek bar nazar bhar k tumhe dekh lun dilbar Deta hun reza jao sidharo mere dilbar Qasim tere marne se ujad jayenge do ghar Our Branch Office : GRAFH AGENCY Imambara Panjetani, Kashmiri Mohalla, Lucknow Nohe, Matam, Majalis, Marsiya's Online Duty Grafh Agency Contact : M. Abuzer Kintoori Mob. : 9389772110, 8896766717 Presented By : Mohd. Asghar Kintoori & Karrar Haider Jaan Jarwali Cameraman : Rahul Singh Chauhan, Mehdi Haider Camera Asstt. : Mehdi Hasan "Sonu", Shauzab Zaidi, Meesam Production Manager : Mahtab Husain & Mahmood Rizvi Video Editor : M. Abuzer Kintoori Post Production, Released & Copyright : GRAFH AGENCY Lucknow Dua Bara-e-Maghferat Cameraman Late Raj Kashyap (Munna)

Comments