Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб New Noha 2024 | Baba Ki Yaad Aa Rahi Hai | Ali Akbar Ameen Nohay 2024 | Bibi Sakina Noha 2024/1446 в хорошем качестве

New Noha 2024 | Baba Ki Yaad Aa Rahi Hai | Ali Akbar Ameen Nohay 2024 | Bibi Sakina Noha 2024/1446 2 месяца назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



New Noha 2024 | Baba Ki Yaad Aa Rahi Hai | Ali Akbar Ameen Nohay 2024 | Bibi Sakina Noha 2024/1446

New Noha 2024 | Baba Ki Yaad Aa Rahi Hai | Ali Akbar Ameen Nohay 2024 | Bibi Sakina Noha 2024/1446 #bibisakina #nohay2024 #newnoha2024 #muharram #noha2024 #aliakbarameen #newnoha #nohay #muharram2024 #noha1446 #2024nohay #sakina #alamdarabbas #sakinah Title - Baba Ki Yaad Aa Rahi Hai | Noha 1446/2024 Related - New Noha Shahadat Bibi Sakina (sa) Reciter - Ali Akbar Ameen Poet - Nadeem Sultanpuri Composition - Raza Shah Chorus - Rizwan Mirza & Team Vocals - AK Studio Audio - ODS (Umar Quraishi) Edit by - Azmat Hyder DOP - Zahid Ali Video & Production - ‪‪@AzadariChittora‬ Lyrics:- Tadap kar jo zinda'n me royi sakeena To bachi se ma ne kaha ai hazeena Ye sach hai tera dard had se sewa hai Magar tere rone pe pahra laga hai Aye beti ye ma tujh pe kurbaan so ja Sitamgar khada hai meri Jaan soja Wo bachchi sisaskte hue boli ma se Mai sahti hu har dard khamosh rah ke Magar dard fursat ka kaise sahun Mai Rulati hai yaade padar kya karun mai Amma sulagta hai mera jigar Mujhe mere baba Sona nahi ab mujhe khak par Mai jub band karti hon aakhon ko Amma Nazar mujhko aata hai baba ka chehra Nigaho mai phirta hai meri achanak Vo zalim ka baba ke seeney pay chahdna Roti hon mai isliye choukar Ye Sara sheher berehem hai shaki hai Yaha her Nazar sirf vehshat bhari hai Nigahe meri her jagah dhundhti hai Ay Amma na jaane kaha khogai hai Baba ki ulfat bhari vo Nazar Kai baar baba say maine kaha hai Mera qaid khane Mai dum ghut Raha hai Kyon aaye na abtak vo mujhko chhudane Unhe to ye acchi tarha say pata hai Lagta hai mujhko andhere say Darr Parindo ko jub dekhti hai sakina Bohot yaad aata hai apna madina Vo baba ki goudi vo baba ki baatein Vo baba ka Lori vo baba ka Seena Her waqt her pal her ek baat par Satati hai ye fikr her ek lamha Tha zakhmi bohot Mera mazloom baba Na jaane ke zakhmo ki halat hai kaisi Kai din say baba ko maine na dekha Kis haal mai hoga mera padar Mere Dil ko kuch pal tasalli dilado Bus ek baar mere padar ka bula do Ey Amma mera dum nikalne say pehle Mujhe ek jhalak he bus unki dikhado Pohcha do baba talak ye khabar Yateema ke chehre ki rangat ajab thi Nadeem uske lehje mai Ghurbat ajab thi Tadap ti thi maasoom yaad e pidar mai Ey Akbar sakina ki halat ajab thi Takti thi ye kehke Zinda ka dar

Comments