Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Murtuza Jazib |Nohay 2022| Aye Shere Nayastan e Haider | Sachay Bhai | в хорошем качестве

Murtuza Jazib |Nohay 2022| Aye Shere Nayastan e Haider | Sachay Bhai | 2 года назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Murtuza Jazib |Nohay 2022| Aye Shere Nayastan e Haider | Sachay Bhai |

Murtuza Jazib | Shernayastan e Haider | Murtuza Jazib Nohay 2022 | New Nohay 2022 | Muharram 2022/1444 #AyeShereneyastaneHaider#MurtuzaJazib #Nohay2022 #Murtuzajazibnohay #nohay #newnohay2023 #sachaybhai #hazratabbas #murtuzajazibofficial #nadeemsarwar Tribute To Legendary Nouha Khwan Marhoom Sachay Bhai Recited By | Murtuza Jazib Written & Orignally Recited By | Sachay Bhai (Syed Ali Muhammad Rizvi) Audio Mix & Master | Albaqi Studio Chorus | Team Rizwan Mirza Editing & Directing | Abutalib Mirza VideoGraphy: Akram Editor Creatives | AbuTalibMirza ☆ MirzaCreatives Special Thanks | Mehdi Hussain & Hai'at e Karbala LYRICS: Abbas ay shere nayastane Hyder. abbas, Deti thi sada Zainab rokar. ●Kya isi din ke liye maangi thi baba ne dua. Aake pardes may hojaoge tum humse juda. Sotay ho chain se darya ke kanaare bhaiya. Kya sunayi nahi deti tumhay halmin ki sada. abbas, Tanha hai khade ran may sarwar ●Ay mere shere jawan ay mere bhai ho kahan. Shaakh hai dil pe mere teri judaai ho kahan. Dayr se deti hoon bhaiya mai duhaai ho kahan. Lut-ti hai fatema zehra ki kamayi ho kahan. abbas, Khanajr hai halqe sarwar par. ●Kya isi din ke liye saath behan thi aayi. Aagayi neend jo darya ki tarayi paayi. Phir palat kar hame soorat bhi nahi dikhlayi. Aagaya ran se alam tum nahi aaye bhai. abbas, Phat-ta hai mera sadme se jigar. ●Girke ghoday se sada baap ko akbar ne jo di. Dibare fatema zehra ki ajab haalat thi. Haath malte thay kabhi ghaat ko taktay thay kabhi. Thaam kar tooti kamar kehte thay farzande nabi. abbas, Laaun kaise laashe akbar. ●Haal shabbir ka ab to nahi dekha jaata. Hai kamar kham nahi aankhon se soojhayi deta. Ye zeefi ye jawan laal ka sadma bhaiya. Thaam lo badh ke zara haath tumhi bhai ka. abbas, Khaate hai thokar par thokar ●Bhai ko bhool gaye dhyaan na behno ka raha. Yaad aaya na koi paayi jo darya ki hawa. Haye kis dil se kiya tum ne gawara bhaiya. Har tamache pe sakina ne tumhay yaad kiya. abbas, Jab cheene gaye kano se gohar. ●Chord kar dashte musibat may bahen ko bhai. Tumne acha he kiya door basayi basti. Dekh sakte thay kahan tum jo hai halat meri. Balwaye aam may bhaiya mai khule sar hooñ khadi. abbas, Aada le gaye sar say chaadar. ●Azmato izzate saadat bhula di bhai. Aag qaimoñ may layeeno ne lagadi bhai. Masnade ahmade mursal bhi jaladi bhai. Taaziyano se hai abid ko saza di bhai. abbas, Ghash may hai pada mera dilbar. (END)

Comments