Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Indians React To Pakistani Singer | Ali Sethi | Ranjish Hi Sahi | Coke Studio | Ahmad Faraz в хорошем качестве

Indians React To Pakistani Singer | Ali Sethi | Ranjish Hi Sahi | Coke Studio | Ahmad Faraz 3 года назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Indians React To Pakistani Singer | Ali Sethi | Ranjish Hi Sahi | Coke Studio | Ahmad Faraz

Presenting our reaction to the Ranjish Hi Sahi By Ali Sethi in Coke Studio Season 10 (Licensed by EMI Pakistan) Credits: Coke Studio Season 10| Episode 1 Produced & Directed by Strings Music Directed by Jaffer Zaidi Originally Composed by Nisar Bazmi Lyrics by Ahmed Faraz Additional Lyrics by Talib Baghpati Licensed by EMI Pakistan First of All... We are not dumb. Our reactions might be. Depends upon the humor you can take. Ashish Patekar & Rohit Nikam are the creators of this channel. Probably one of them is typing this thing in third person. Ashish Patekar Instagram-   / ipatekar   Rohit Nikam Instagram-   / rohit.nikam12   IMDB Profile- https://www.imdb.com/name/nm7948210/ Our Crew: Tushar Ghule (Lights & Art) Mahesh Jadhav (Production) FOR BUSINESS - [email protected] Original Full Lyrics of Ranjish Hi Sahi By Ahmad Faraz ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa aa phir se mujhe chhoḌ ke jaane ke liye aa kuchh to mire pindar-e-mohabbat ka bharam rakh tu bhi to kabhi mujh ko manane ke liye aa pahle se marasim na sahi phir bhi kabhi to rasm-o-rah-e-duniya hi nibhane ke liye aa kis kis ko bataenge judai ka sabab ham tū mujh se ḳhafa hai to zamane ke liye aa ik umr se hoon lazzat-e-girya se bhi mahrum ai rahat-e-jan mujh ko rulane ke liye aa ab tak dil-e-ḳhush-fahm ko tujh se hain ummidein ye aakhri shamen bhi bujhane ke liye aa Additional Lyrics derived from the poem 'Yun Bhi Tera Ehsan Hai Aane Ke Liye Aa' by Talib Baghpati maana ki mohabbat ka chhupana hai mohabbat chupke se kisi roz jatane ke liye aa Original full Lyrics of 'Yun Bhi Tera Ehsan Hai Aane Ke Liye Aa' yun bhi tera ehsan hai aane ke liye aa ai dost kisi roz na jaane ke liye aa har-chand nahin shauq ko yara-e-tamasha ḳhud ko na sahī mujh ko dikhāne ke liye aa ye umr, ye barsat, ye bhigi hui raatein in raaton ko afsana banane ke liye aa jaise tujhe aate hain na aane ke bahane aise hi bahane se na jaane ke liye aa maana ki mohabbat ka chhupana hai mohabbat chupke se kisi roz jatane ke liye aa taqdir bhi majbur hai, tadbir bhi majbur is kohna aqide ko mitaane ke liye aa aariz pe shafaq, daman-e-mizhgan mein sitare yuun ishq ki tauqir badhane ke liye aa taalib ko ye kya ilm, karam hai ki sitam hai jaane ke liye ruth, manaane ke liye aa

Comments