Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Kyun na ho naaz iss zahanat (intelligence)par, Ek mein har kisiko bhool gaya - jaun elia. в хорошем качестве

Kyun na ho naaz iss zahanat (intelligence)par, Ek mein har kisiko bhool gaya - jaun elia. 1 год назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Kyun na ho naaz iss zahanat (intelligence)par, Ek mein har kisiko bhool gaya - jaun elia.

Zabt ( bardasht) krke hasi ko bhul gaya, Mein toh us zakhm hi ko bhool gaya. (time/era)Ehd-e-wabastagi( Relation) guzar ke mein, Wajah e wabastagi ko bhool gaya. Sab daleelein(reasoning) toh mujhko yaad rahin, Behes kya thi usi ko bhul gaya. Kyun na ho naaz iss zahanat(intelligence)par, Ek mein har kisiko bhool gaya. Sabse pur-amn(peacefull) waqia yeh hai, Aadmi aadmi ko bhul gaya. Qehqaha( hasi/laughter) marte hi deewana, Har gham e zindagi ko bhool gaya. Kya qayamat hui agar ek shaqs apni khush kismati ko bhool gaya. Yani tum voh ho waqai? had hai ! Mein toh sachmuch sab hi ko bhool gaya. voice over - Daud Khan background music - nasheed copyright free #jaunelia #jauneliapoetry #urdu #poetry #urdupoetry #urdupoets

Comments