Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Sahaj Yog Keertan | Shree Maa Shree Maa Gaakar Bhajan Karein | Ajit Singh " Shaant" в хорошем качестве

Sahaj Yog Keertan | Shree Maa Shree Maa Gaakar Bhajan Karein | Ajit Singh " Shaant" 4 года назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Sahaj Yog Keertan | Shree Maa Shree Maa Gaakar Bhajan Karein | Ajit Singh " Shaant"

NEW Sahaj Bhajan released as a Sahaj Keertan - "Shree Maa Maa Gaakar Bhajan Karein" on this auspicious Shri Krishna Pooja 09-08-2020 . This Sahaj Bhajan by Ajit Singh " Shaant ", is dedicated to the lotus feet of Shri Maataji with this humble prayer. Jai Shri Mata Ji. Please Like and Subscribe to the channel and leave your comments as well. Email id - [email protected] Lyrics, Composed & Sung By - Ajit Singh "Shaant" Music Arranged By- Shashank Thapa Chorus : Purnima Verma, Madhuri Chandel, Pooja Mallya Thapa, Sahiljeet Singh Lyrics of the bhajan :: 🙏जयश्री माताजी🙏 ******* सहज कीर्तन 🌿🌿🌿 *या देवी सर्व भूतेषु मात्र रूपेण संस्थिता, नमस्तस्यै नमस्तस्यै नमस्तस्यै नमो नमः । *Shri Ma ki chavi nainan aate hi - hari darshan ho jata hai, Shri Ma ka dhyaan man me aate hi - shuddh chintan ho jata hai, Shri Ma ka naam adharon par aate hi - shuddh vaatavaran ho jata hai, Shri Ma ke asheervachan sunte hi - jagrit chaitanye ho jata hai, - Shri Ma ki kirpa ka dhan paate hi - dhanye jeevan ho jata hai, Shri Ma Shri Ma Shri Ma gaate hi- Shri Ma Shri Ma gaate gaate hi - Shri Ma ka bhajan ho jata hai ... Shri Ma~Shri Ma~Shri Ma~ *Shri Ma Shri Ma Shri Ma gaakar bhajan karen - Sahajyog parivaar tohe naman kare Shri Ma Shri Ma Shri Ma gaakar bhajan karen - Sahayog parivaar tohe naman kare Shri Ma naman karen *Shri Ma charno me sheesh jhukakar keertan prarambh karen, Keertan prarambh karen Ath Shri Ganpati Ganpati gaakar ma vandan aarambh karen Ma vandan aarambh karen Poojan ka do adhikar shri ma bhajan karen Sahajyog parivaar tohe naman karen Shri Ma naman karen. 1 *Ingila- Pingila aur Shushumna teeno teri shakti ma Teeno teri shakti ma Trigunaatmika teen lok karte hain teri bhakti ma Karte hain teri bhakti ma Tere gun gaave sansar shri ma naman karen Sahajyog parivaar tohe naman kare Shri Ma naman karen. 2 *ShriGanesh , Gauri , Hanumat ban Mooladhar me aa jaao Ma mooladhar me aa jaao Abodhita, Mamta dekar kundalini ko jaga jaao Ma Kundalini ko jaga jaao Kar do shubh Karm-Vichaar shri ma bhajan karen Sahayog parivaar tohe naman karen Shri Ma naman karen. 3 *Brahmdev bankar shri ma Svadhishthaan me aa jaao Ma Svadhishtaan me aa jaao Shri Ma Sarasvati bankar saundariye bodh jaga jaao Saundriye bodh jaga jaao Do aatmik sakshatkaar shri ma bhajan karen Sahayog parivaar tohe naman karen Shri Ma naman karen. 4 *Naabhi me Vishnu Lakhmi bankar vaibhave - dharmadesh do ma Vaibhave dharmadesh do ma Bhavasagar me ban Aadiguru - GuruNanak ban updesh do ma Guru Nanak ban updesh do ma Kar do aadhyatmik uddhaar shri ma bhajan karen Sahayog parivaar tohe naman karen Shri Ma naman karen. 5 *Anhed me Shiva Paarvati Ma Durga ,Sita Ram bano Ma Durga ,Sita Ram bano Braham tatva aatmik svaroop me saans saans satnaam bano Saans saans satnaam bano Do Sanyem, Sanmati , Sadachaar shri ma bhajan karen Sahayog parivaar tohe naman karen Shri Ma naman karen. 6 *Shri Vishnumaaya, Raadha Krishan ban aa jaao ma Vishuddhi me Aa jaao ma Vishuddhi me Ma Yashoda ,Biththal - Rukmani bankar saakhi bhaav bharo Buddhi me Sakhi bhaav bharo Buddhi me Kar do pavitra, Charitra- Vichaar shri ma bhajan karen Sahajyog parivaar tohe naman karen Shri Ma naman karen. 7 *Aagya Chakr me Yeshu Meri Ma, Buddh aur Mahaveer bano Buddh aur Mahaveer bano Prem, Daya , Khama bhaav jagakar ma humuri taqdeer bano Ma hamuri taqdeer bano Mita do Ahankaar Pretikaar shri ma bhajan karen Sahayog parivaar tohe naman karen Shri Ma naman karen. 8 *Shri Mataji- Shri Kalki roop me hamko ekakaar karo Ma hamko ekakaar karo Shaanti, Chetna, Paramanand aur Param gyaan jeevan me bharo Param gyaan jeevan me bharo Ma khol do Sahestraar shri ma bhajan karen Sahayog parivaar tohe naman karen Shri Ma naman karen. 9 *Jeevan path me Mun ki gati me Shri Ma Bhakti Dhyaan mile Shri Ma Bhakti Dhyaan mile Aatmsanjeevan aur Nirvaan ka Shri Ma se Vardaan mile Shri Ma se Vardaan mile Kar do Bhavsaagar paar shri ma bhajan karen Sahayog parivaar tohe naman karen Shri Ma naman karen. 10 *Shri Ma Shri Ma Shri Ma gaakar bhajan karen Sahayog parivaar tohe naman karen Shri Ma Shri Ma Sh ri Ma gaakar bhajan karen Sahayog parivaar tohe naman karen Shri Ma naman karen *Shri Ma Shri Ma *Shri Ma Shri Ma Shri Ma Shri Ma *Shri Ma Shri Ma Shri Ma Shri Ma Shri Ma Shri Ma *Shri Ma Shri Ma Shri Ma Shri Ma *Shri Ma Shri Ma Shri Ma gaakar bhajan karen *Sahayog parivaar tohe naman karen *Tohe naman karen *Shri Ma naman karen *Shri Ma naman karen *Shri Ma namani karen "Ajit singh shaant" Music Arranged :- Shashank Thapa Chorus : Sahiljeet Singh, Purnima Verma, Madhuri Chandel, Abhilasha #SahajYoga #SahajKeertan #SahajBhajan

Comments