Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Bhatt Ki Churkani (भट्ट की चुर्कानी) Protein Rich Black Beans Uttarakhand/Kumauni recipe в хорошем качестве

Bhatt Ki Churkani (भट्ट की चुर्कानी) Protein Rich Black Beans Uttarakhand/Kumauni recipe 4 года назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Bhatt Ki Churkani (भट्ट की चुर्कानी) Protein Rich Black Beans Uttarakhand/Kumauni recipe

“Bhatt ki churkani” ek Bahut hi lokpriya uttarakhandi/kumauni recipe hai jo ki swadisht hone k sath hi bahut healthy bhi hai. Kaale Bhatt jinhe black beans bhi kaha jata hai, protein Se bharpur hain. Isiliye ye recipe ek protein rich recipe hai. Aisi hi healthy pahadi recipes jan-ne k like hamare channel ko zarur subscribe karein. Hum apni sari recipes me iron ki kadhai ka use kar rhe hain for better iron absorption. Lekin agar aapke pass iron ki kadhai nhi hai to aap aluminium/ non stick kadhai ka bhi use kar sakte hain. Aluminium and non stick utensils hamari health k liye achche nhi hote isliye pahadon me iron ki kadhai ka hi use hota hai aur sari pahadi recipes ka asli swaad bhi lohe ki kadhai me hi aata hai. Ingredients: 1. Kaale Bhatt - 1 bowl 2. Small size onion- 1 3. Garlic/ lehsun- 5 cloves 4. Oil 5. Jakhiya - 1 tsp 6. Haldi powder - 1/2 tsp 7. Dhaniya powder - 1 tsp 8. Laal mirch powder - 1/2 tsp 9. Namak - as per taste 10. Wheat flour/ besan - 1/2 bowl 11. Chuk/neembu ka ras - 1 tsp

Comments