У нас вы можете посмотреть бесплатно Quran Padhte Waqt Kaha Rukna hai // Alamat e waqf in Quran // waqf rules in quran urdu или скачать в максимальном доступном качестве, которое было загружено на ютуб. Для скачивания выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru
quran padhte waqt kaha rukna hai // Alamat e waqf in quran // waqf rules in urdu Quran padhna sikhe video series ka ye Part #23 hai jisme humne padha hai ki noorani qaida hijje padhna sikhe or bataya ( waqf kaise karte hai ) ( alamat e was in quran) kiya -hota hai - yani Quran padhte waqt kaha rukna hai kaha par aawaz ko band rakhna hai or saansko nahi todna hai Yani Sakta kaise karna hai is video ko banane ki koshish humari yahi hai ke aap log makharij ke sath quran padhna sikhe taki aap quran padhne ka sahi tarika sikh jayen or islam ki jankakari haindi me sikhe Video pura dekhiye insha allah aap quran paak sahi tarike se padhna sikhe jayenge puri series dekhne ke baad. Online Quraan paak sikhne ka ye sabse aasan or sahi tarika hai aap ghar bethe hi thoda time dekar online Quran paak padhna sikh sakte hai mobile se or youtube ki madad se bahot hi aasani ke sath Bahut saare muslims hai jinhe Quran paak padhna nahi aata hai isliye online Quran classes start ki gayi hai taki sabhi log online quran paak padhna sikh le achhe tarike se ye videos dekh kar. Quran paak padhna sikhne ka ye sabse aasan tarika hai jisme aapko bas kuch time dena hai or aap bhi jan payenge mobile se quran padhna kaise sikhe quran e paak padhne se pehle aap ko noorani qaida hijje se padhna hoga noorani qaida padhne ke liye aap ko ye video dekhni hogi jis me bataya hai tashdeed kiya hai or kaise paddhte hain Queries Solved in This Video 1) how to read noorani qaida 2) alamat e waqf in quran 3) waqf karne ka tarika 4) learn noorani qaida with tajweed 5) waqf rules in urdu Agar aap SMART URDU Channel Par Pehli Bar aaye hain to channel ko subscribe kal lijiye YAA Allah hume Deen islaam Sikhne koshish ko qubool farmaye. Aameen #smarturdu #quranpadhnasikhe