Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео




Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Allama Muhamad Iqbal Ki Rohani Parwaz 2 Jahanon Ki Badshahi!!!

Allama Muhamad Iqbal Ki Rohani Parwaz 2 Jahanon Ki Badshahi, This video the beautiful motivational video Another good informative video about, Allama Muhamad Iqbal Ki Rohani Parwaz 2 Jahanon Ki Badshahi. Allama Muhammad Iqbal was a Muslim spiritualism writer, Sufism, and spirituality whose Urdu poetry is among the greatest of the twentieth century and whose vision of the spirituality and political ideal for Muslims. Allama Iqbal was born on November 9, 1877, in Sialkot, Pakistan's Punjab province. Aj hum bat karte hain Allama Muhammad Iqbal ka vision jo hai Rohani Parwaz ke bare mein, Allama Iqbal "Zarb e Kaleem" mein farmate hain: Aflak se hai is harefana khasha khash, momin ki falak walon ke sath raqebana taluqat hain. "Khaki hai magar Khak se azad hai momin" kya matlab hai is chez ka, humne "Lataif ki Taleem" se agah kiya, ke insan ke andar 7 Lataif hain, jo ke insan ki Rooh ke naib makhloqen hain, Rohani makhloqen hain. Ye makhloqen Noor ki taqat se zinda ho kar bahar nikalti hain. Ye Farishta sift makhloqen hain, jo ap ki hum shakal hain, aur bahir nikal kar rohani parwaz karti hain. Aur wo jab Parwaz karti hain to wo Farishton ko bhi peche chour jati hain aur wahan pohnch jati hain jahan farishte bhi nahi pohnch sakte, Rab taala ki zat tak pohnch jati hain. Khaki hai yani ke insan ka jism Khaki hai, Khaki hai magar Khak se azad hai momin. Momin ka andar jo wo Noor ki taqat se ujagar hota hai, wo Noor ki taqat se wo bahir nikalti hain us ki Batin ki Makhloqen. Allama Muhammad Iqbal agar kiya farmate hain: Jachte nahi kunjish ko hamam is ki nazar mein, wo jo farishta sift makhloqen nikalti hain, wo Rohani parwaz karti hain un ka vision, un ki parwaz ka vision, farishton par ghalib ana. Allama Iqbal farmate hain ke jis tarhan shikari shikar par ghalib aa jata hai, isi tarhan Mard e Momin Israfeel aur jibrail par ghalib ho jata hai. Humare Murshid e Pak farmate hain: jab insan bar bar opar jata hai jism se nahi andar ki makhloqon se jab insan Allah, Allah karta hai to noor ki taqat se jism se makhloqen nikalti hai Parwaz karti opar jati hain to farishte dekhte hain ke koi aa raha hai, wo sochte hain ke koi shaitani makhloq ho gi is ko pakro, lakin insan un ke kaboo mein nahi aata, pakarne ki koshish karte hain kaboo nahi ata to phir gurz marne ki koshish karte hain phir bhi nahi ata kaboo, akhir un ko crass kar ke chala jata hai, to phir farishte kehte hain ke acha jo chez bhi hai aagay ja ke khud hi jal jaye gi, farishton ko ye pata bhi nahi ke Hazrat e Insan wahan pohnch jata hai, lakin Rohani makhloqon ke zarye se jahan Rab taala ki zat hai phir insan ashraful makhloqat hai. Is liye Hazoor Ghous Pak ne farmaya: Sar ki ankh se Parwardigar mein sirf Hazoor pak (saw) dekha hai aur dil ki ankh se maine dekha hai. Aur ye tamam Auliya Allah ne farmaya hai ke jism samaith miraj par Hazoor Pak (saw) gay hain, lakin Batin ki makhloqon se, Lataif se aur andar ke jahan se, ankhar ki Rohani makhloqon se hazrat e Insan wahan tak pohnch jata hai. Agar ap chahte hain ke ap ke Lataif zinda hon aur ap ko bhi Rohani Parwaz ho, to ap bhi Allah ka zikr karein take ap ke bhi Lataif zinda hon, take ap Rohani parwaz kar saken, to us ki ibtadai stage zikr e qalb hai apne dil ki dharkanon ke sath Allah ka zikr kiya karen. #AllamaIqbal #AllamaMuhammadIqbal #FikarEIqbal More Related Videos Vist For   / fikar_iqbal     / advocate-zuhaib-hafeez-218700805689062   https://www.fikareiqbal.com

Comments