Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Ye Hussain maqtal se Kiski laash laate hai nauha lyrics в хорошем качестве

Ye Hussain maqtal se Kiski laash laate hai nauha lyrics 5 лет назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Ye Hussain maqtal se Kiski laash laate hai nauha lyrics

If you want any lyrics of nauha please mention in the comment section of this video. Inshallah I will try to upload as soon as possible and thanks for watching my videos Nauha lyrics Ye Hussain Maqtal se kiski laash laate hai Kyu gulo ki khushbu se saara ran mehekta hai pairahan moattar hai kya ye koi doolha hai chaand sa haseen chehra dhoop me chamakta hai aur lahu ki dhaaro ka uske ruq pa sehra hai aur lahu ki dhaaro ka uske ruq pa sehra hai Ye Hussain Maqtal se kiski laash laate hai Jab lagayi thi Mehendi Usko pyaari behna ne Maa libaas-e-nau lekar aayi usko pehnaane Sab Baraathiyo ke the aansuwo ke nazraane Subha ki thi ye baatein shaam ki Khuda jaane Ye Hussain Maqtal se kiski laash laate hai Tashnagi ke Sehre me Aag si barasti hai boond boond Paani ko zindagi tarasti hai tashnakaam doolha hai aur Dulhan bhi pyaasi hai haay kaisi shaadi hai har taraf udaasi hai Ye Hussain Maqtal se kiski laash laate hai Sub'ha se kayi laashe leke aaye maidaan se par ye laash laane ki shaan hi niraali thi Ek abaa ke goshe me jiski laash aajaye uske jism-e-at'har par guzri kya Khuda jaane Ye Hussain Maqtal se kiski laash laate hai Run me laash doolha ki qaak o khoon me ghaltaan hai waa Dulhan ke qaime me hashr jaisa samaa hai Sar pa khaak daali hai maang Uski Veeran hai Bain uske sun sun Kar Maa ka dil pareshaan hai Ye Hussain Maqtal se kiski laash laate hai Haa Dulhan ka ye nauha Gardish-e-zamana hai Tum gaye sue Maqtal hum ko Khaid Khana hai Yaad ke sahaare hi zindagi bitaana hai Kaash hum hi marjaate ye bhi koi jeena hai Ye Hussain Maqtal se kiski laash laate hai Hogayi Dulhan bewaa Sheh ka Dil tadapta hai Har nafas wohi manzar chashm e Naam me rehta hai Ghash me umme farwa hai aur Dulhan ko sakta hai Ab raza qayamat hai aasmaan larazta hai Ye Hussain Maqtal se kiski laash laate hai

Comments