Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Chaandi Kaa Badan Sone Ki Nazar | चाँदी का बदन सोने की नज़र | Taj Mahal | Mohammed Rafi, Asha Bhosle в хорошем качестве

Chaandi Kaa Badan Sone Ki Nazar | चाँदी का बदन सोने की नज़र | Taj Mahal | Mohammed Rafi, Asha Bhosle 8 месяцев назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Chaandi Kaa Badan Sone Ki Nazar | चाँदी का बदन सोने की नज़र | Taj Mahal | Mohammed Rafi, Asha Bhosle

Subscribe to the Channel:    / @ashabhoslehitsongs   Watch Hit Hindi Song from the Movie Taj Mahal (1963) Song: Chandi Ka Badan Movie: Taj Mahal (1963) Singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Manna Dey, Meena Kapoor Cast: Beena Rai, Pradeep Kumar, Rehman, Veena, Zabeen, Murad, Mohan Choti, Sulochana Music: Roshan Lyrics: Sahir Ludhianvi Director: M.Sadiq Song Lyrics 👇 chaandi kaa badan sone ki nazar us par ye nazaakat kyaa kahiye ae ji kyaa kahiye chaandi kaa badan sone ki nazar us par ye nazaakat haay nazaakat kyaa kahiye kis kis pe tumhaare jalwo ne todi hai qayaamat kyaa kahiye ae ji kyaa kahiye chaandi kaa badan sone ki nazar gustaakhh zubaan gustaakhh nazar ye rang-e-tabiyat kyaa kahiye ae ji kyaa kahiye aise bhi kahi is duniyaa me hoti hai mohabbat kyaa kahiye ae ji kyaa kahiye gustaakhh zubaan gustaakhh nazar aanchal ki dhanak ke saaye me ye phul gulaabi chehro ke chehro ke ye phul gulaabi haaye gulaabi chehro ke hai gul bhi hai gulshan bhi hai aur taaro ka jhurmat bhi ye phul gulaabi chehro ye phul gulaabi haaye gulaabi chehro ke is vaqt hamaari nazro me kyaa chiz hai jannat kyaa kahiye ae ji kyaa kahiye is vaqt hamaari nazro me tumse nazare jo mili, din-o-duniyaa se gaye ik tamnnaa ke sivaa, har tamnnaa se gaye mast aankho se jo pi, jaam-o-minaa se gaye zulf laharaai jahaan, ham bhi lahraa se gaye hure milti hai kise, is ki parvaah se gaye is ki parvaah se, parvaah se, parvaah se gaye is vaqt hamaari nazro me kyaa chiz hai jannat kyaa kahiye ae ji kyaa kahiye chaandi kaa badan sone ki nazar yun garm nigaahe mat daalo ye jism pighal bhi pighal bhi sakte hai ye jism pighal, aa ye jism pighal bhi sakte hai ye jism pighal bhi haay pighal bhi sakte hai aadaab-e-nazaaraa bhule ho tum logo ki vahshat kyaa kahiye ae ji kyaa kahiye aadaab-e-nazaaraa bhule ho tum hame jit sako, is kaa imkaan nahi khhud ko badnaam kare, ham vo naadan nahi koi martaa hai mare, ham pe ehsaan nahi un se kyun baat kare, jin se pahchaan nahi tum ko armaan hai to hai, ham ko armaan nahi ham ko armaan ke armaan ke armaan nahi aadaab-e-nazaaraa bhule ho aadaab-e-nazaaraa bhule ho tum logo ki vahshat kyaa kahiye ae ji kyaa kahiye gustaakhh zubaan gustaakhh nazar jin logo ko tum thukra ke chalo vo log bhi kismat waale waale hai vo log bhi kismat waale vo log bhi kismat waale hai vo log bhi kismat haay kismat waale hai tum jin ki tamanna kar baitho tum jin ki tamanna kar baitho un log ki kismat kya kahiye ae ji kyaa kahiye ye jawani ye ada kyu na magrur ho tum farsh par utarti hui arsh ki hur ho tum shokh jawo ki kasam shola-q-tur ho tum koi dekhe to kahe nashe me chur ho tum tum jin ki tamanna kar baitho un log ki kismat kya kahiye ae ji kyaa kahiye chaandi kaa badan sone ki nazar din raat duhaai dete hai ye haal hai in divaano kaa ye haal hai in divaano kaa ye haal hai in divaano kaa ye haal hai in divaano kaa ye haal hai in divaano kaa ye haal hai in divaano kaa ye haal hai in divaano kaa ye haal hai in divaano kaa jahaan dekhi nai surat machal baithe jahaan dekhi nai surat machal baithe haay yahi, yahi, yahi lenge ye haal hai in divaano kaa divaano kaa ye haal hai in divaano kaa divaano kaa jin ki khhaatir gam sahe aur ro-ro jaan gavaayen haay ri qismat unhi ke munh se divaane kahlaayen ke ab ye haal hai in divaano kaa divaano kaa ye haal hai in divaano kaa divaano kaa in aashiqo ke haath hai, ai zindagi bavaal in kaa kare khyaal ke apnaa kare khyaal har lab arz-e-shauq to, har aankh hai savaal har lab arz-e-shauq to, har aankh hai savaal ye gam se beqraar hai, vo dard se nihaal arey ye haal hai in divaano kaa ye haal hai in divaano kaa meri nind gai meraa chain gayaa vo jo pahle thi taab-o-tabaan gai yahi rang rahaa yahi dhang rahaa to ye jaan lo jaan ki jaan gai ye haal hai in divaano kaa ye haal hai in divaano kaa kisi ko khudkhushi kaa shauq ho to kyaa kare koi davaa-e-hijr de bimaar ko achhaa kare koi koi bevajah sar phode to kyo parvaah kare koi kisi majabur-e-gam kaa haal kyo aisa kare koi mazaa hai jab ke tum, tum tadapaa karo tadapaa karo tu, dekhaa kare koi mare ham aur tum par, ke tum par khun kaa khun kaa dava, dava kare koi dava kare koi ye haal hai in divaano kaa ye haal hai in divaano kaa ye haal hai in divaano kaa ye haal hai in divaano kaa ye haal hai in divaano kaa, divaano kaa jite bhi nahi marte bhi nahi bechaaro ki haalat kyaa kahiye ae ji kyaa kahiye gustaakhh zubaan gustaakhh nazar ye rang-e-tabiyat kyaa kahiye ae ji kyaa kahiye chaandi kaa badan sone ki nazar #oldisgold #ashabhosle #puranegane Follow us on: Facebook -   / shemaroofilmigaane   Twitter -   / filmigaane   Instagram - https://www.instagram.com/shemaroofil... Shemaroo ME - https://shemaroome.onelink.me/ilnR/yt2

Comments