Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Wo jo Geet tumne suna nahi | Jo utar ke zeena-e-shaam se | Amjad Islam Amjad в хорошем качестве

Wo jo Geet tumne suna nahi | Jo utar ke zeena-e-shaam se | Amjad Islam Amjad 3 года назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Wo jo Geet tumne suna nahi | Jo utar ke zeena-e-shaam se | Amjad Islam Amjad

A beautiful and soulful Nazm by Janaab Amzad Islam Amzad. One of the Best of Amzad Islam Amzad and close to my heart. Hope you all will love it too. Facebook :   / ashaarofficial   blog: https://lonelymusafir.com/category/as... Jo Utar Ke Zeena-E-Shaam Se Teri Chashm-E-Khush Mein Samaa Gaye Wohi Jalte Bujhte Se Mehar-O-Maah Mere Baam-O-Dar Ko Sajaa Gaye r Ye Ajeeb Khel Hai Ishq Ka Main Ne Aap Dekhaa Ye Mojza Wo Jo Lafz Mere Gumaan Mein The Wo Teri Zubaan Par Aa Gaye Wo Chiragh-E-Jaan Kabhi Jis Ki Lav Na Kisi Hawa Se Nigun Hui Teri Bewafai Ke Vasvase Use Chupke Chupke Bujhaa Gaye Wo Jo Geet Tum Ne Suna Nahin Meri Umar Bhar Kaa Riyaz Tha Mere Dard Ki Thi Daastaan Jise Tum Hansi Mein Udaa Gaye Wo Tha Chand Shaam-E-Visaal Kaa Ke Thaa Roop Tere Jamaal Ka Meri Rooh Se Meri Aankh Tak Kisi Roshni Mein Nahaa Gaye Ye Jo Bandagaan-E-Niyaaz Hain Ye Tamaam Hai Wo Lashkari Jinhein Zindagii Ne Aman Na Di To Tere Huzoor Mein Aa Gaye #Teri Berukhi Ke Dayaar Mein Main Havaa Ke Saath Havaa Huaa Tere Aaine Ki Talaash Mein Mere Khwaab Chehra Ganvaa Gaye Tere Vasvason Ke Fishar Mein Tera Shehar-E-Rang Ujad Gayaa Meri Khwahishon Ke Ghubaar Mein Mere Maah-O-Saal-E-Vafaa Gaye Wo Ajeeb Phool Se Lafz The Tere Honth Jin Se Mehak Uthe Mere Dasht-E-Khwab Mein Door Tak Koi Baagh Jaise Lagaa Gaye Meri Umr Se Na Simat Sake Mere Dil Mein Itne Sawal The Tere Paas Jitne Jawaab The Teri Ek Nigaah Mein Aa Gaye Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. sad poetry, sad shayari, sad ghazal, amzad islam amzad, Ahmad Faraz, Ahmad Faraz Poetry, Ahmad Faraz Whatsapp Status Poetry,Jaun Elia, Jaun Elia Sad Urdu Poetry, Tehzeeb Hafi Tehzeeb Hafi Mushaira Tehzeeb Hafi Rekhta, Ali Zaryoun, Ali Zaryoun Whatsapp Status Sad Love WhatsApp Status, New Poetry 2019, Sad Poetry Collection, Sad WhatsApp Status Love Sad Status Emotional WhatsApp Status Love Status Sad #Nazm #JoGeetTumneSunaNahin #JoUtarKeZeenaEShaamSe #AmzadIslamAmzad #Besturdupoetry #best #shayari #urdupoetry #Ashaar

Comments