Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб mere ghareeb hussain | noha | reaction | syed samar abbas rizvi | majlis e aza | bagnan mahadebpur в хорошем качестве

mere ghareeb hussain | noha | reaction | syed samar abbas rizvi | majlis e aza | bagnan mahadebpur 2 недели назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



mere ghareeb hussain | noha | reaction | syed samar abbas rizvi | majlis e aza | bagnan mahadebpur

#noha #nohay #yahussain Please Subscribe To My Youtube Channel 2024 - 8 Muharram Majlis e aza At West Bengal, Bagnan Mahadebpur North Imambarga Sharif Google Maps Location Search _ Mahadebpur Masjid e ahle bayat as India, West Bengal, Howrah, Bagnan, Mahadebpur North,711303 Nohakhawan _ Irfan Haider Nohay _ Mere Ghareeb Hussain a.s 2002 release Reaction _ Syed Samar Abbas Rizvi (mumbai) Nohay lyrics -------- Mere gharib hussain Irfan Haider (2002) Mere gharib hussain (As salaamun alayk ya gharib hussaina) x2 (Ya gharib hussaina) x5 (Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain) x2 Godi ke Pale mare ghaye sab. Tu hai akayla koi nahi ab. Bayn ye zehra ne kiye dashte bala me Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain Awno muhammad qasimo asghar. Darde judayi degaye akbar. Khune hai abbas ka zainab ki ridaa me Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain Lasho pe lashe tune uthaye. Girte badan pe zakhme bhi khaye. Khak hai balo me lahu teri abaa me Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain Chor gaye sab god ke pale. Ho gaye rukhsat gar ke ujale. Koi nahi laal tera dashte bala me Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain Fakhr se uncha sar huwa mera. Kon hai sani dahar mai tera. Sabr mai ishaar mai juraat pe wafa mai. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain Bit rahi hai tujpe Kayamat. Dekh rahi hu me teri gurbat. Pyaasa raha gar bhi luta dashte bala me Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain Jitne bhi laashe be goro kafan the. Sab ko urhadi khakh Hawa na. Khakh to ab hashr talab hongi hawa mai. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain Laash jawan ki tune uthayi. Turbat te Asger tune banayi. So ta hai masoom tera deshte Kaza Mai. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain Charo taraf hai bas yahi nawha Haye Husaina Haye Husaina Shor Hai Faryad Hai Khaymo me faza me. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain

Comments