У нас вы можете посмотреть бесплатно Athara Baras Kay Ali Akbar Ka Janaza - Old Noha from Lucknow или скачать в максимальном доступном качестве, которое было загружено на ютуб. Для скачивания выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru
Old Nauha from Lucknow - Atthara Baras Ke Ali Akbar Ka Janaaza Poet: Janab Ishrat Rizvi Lucknowi Reciter: Afzal Mirza Urf Pape Nawab Anjuman: Anjuman-e-Shabbiria ============================= Athara baras ke Ali Akbar ka janaza Akbar ka janaza Sheh laate hai hamshakl e Payambar ka janaza Athara baras ke Ali Akbar ka janaza Akbar ka janaza Khaime mein alam aaya hai Kohraam hai barpa Darya par hai Abbas e Dilawar ka janaza Athara baras ke Ali Akbar ka janaza Akbar ka janaza Is darja Sakina se tha sharmindaAlamdaar Sheh laa na sake apne Biraadar ka janaza Athara baras ke Ali Akbar ka janaza Akbar ka janaza Ay kul ke Madagaar madad karne ko aao Shabbir se uth-ta nahi Akbar ka janaza Athara baras ke Ali Akbar ka janaza Akbar ka janaza Asghar ki taraf dehk ke yeh kahti thi Bano Kin aakhon se dekhu mai Gul e Sar ka janaza Athara baras ke Ali Akbar ka janaza Akbar ka janaza Pamaal hua dasht may ghodon ki sumon se Kis tarha uthay Qasim e Muztar ka janaza Athara baras ke Ali Akbar ka janaza Akbar ka janaza Pad jaaye na ya rab kahin Zainab ki nighayen Teeron pa hai rakkha hua Sarwar ka janaza Athara baras ke Ali Akbar ka janaza Akbar ka janaza Kya zulm hai tapti hui reeti par pada hai Be gor o kafan Sipte Payambar ka janaza Athara baras ke Ali Akbar ka janaza Akbar ka janaza Jab dafn hua Fathima Sar peet rahin thin Shabbir dil e Saqhi e Kausar ka janaza Athara baras ke Ali Akbar ka janaza Akbar ka janaza Bano ne kaha teer hain pewast badan mein Dheere sa uthana mere Shohhar ka janaza Athara baras ke Ali Akbar ka janaza Akbar ka janaza Zainab ne kaha sar se mere chhin gaye chadar Tareekhea shab mein utha Maadar ka janaza Athara baras ke Ali Akbar ka janaza Akbar ka janaza Zainab zara bano ke kaleje ko sambhalo Shabbir ke haaton pa hai Asghar ka janaza Athara baras ke Ali Akbar ka janaza Akbar ka janaza Us bahi se zindan ki musibat koi poochey Jis Bhai ke haaton par ho khawhar ka janaza Athara baras ke Ali Akbar ka janaza Akbar ka janaza Sarwar ki sada aati hai choti si lahad pe Laao mujhe de do meri dukhtar ka janaza Athara baras ke Ali Akbar ka janaza Akbar ka janaza Ishrat* main bayan kaise karoon kaise utha tha Maqtal ki zameen par Sah e Besar ka janaaza Athara baras ke Ali Akbar ka janaza Akbar ka janaza ===== Please Comment / Like / Share / Subscribe. You can download a BAYAAZ of all nauhas on this channel from: https://archive.org/details/BayaazOfO... Please Like my Official Facebook Page : / oldnohay #OldNohay #NohaWordings #LucknowNauhas #LucknowAnjuman #QadeemiNauha #NauhaLyrics