Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Main Alamdar | Nadeem Sarwar New Noha - 2024 / 1446 в хорошем качестве

Main Alamdar | Nadeem Sarwar New Noha - 2024 / 1446 1 месяц назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Main Alamdar | Nadeem Sarwar New Noha - 2024 / 1446

Main Alamdar | Nadeem Sarwar New Noha - 2024 / 1446 =============================== #NS2024 #MainAlamdar #nadeemsarwar #newnohay #nohay #azadari #karbala #arbaeen #karbalawalk #nadeemsarwarnoha =============================== WATCH OTHER VIDEOS 👇🏻    • NOHA MOLA ALI ASGHAR (A.S)      • Manzar Ajeeb Daikha | Zain Naqvi | No...   =============================== NOHA LYRICS: Alamdar Alamdar  Dekho Wo Tarayi Main Hai EK Mard E Wafadar  Alamdar Alamdar  Rakhe Hai Alam Dosh Pe Pyaso Ka Taraf Dar  Alamdar Alamdar Dekho Wo Tarayi Main Hai EK Mard E Wafadar  Rakhe Hai Alam Dosh Pe Pyaso Ka Taraf Dar  Hai Goonji Is He Shair Ki Ghazi Ki Ye Lalkaar Gar Ijazat Dy Hussain Arsh Hila Sakta Hoon    Is Alam Se Nayi Tareekh Bana Sakta Hoon  Han Main Alamdar Han Main Alamdar  Main Hoon Abbas E Ali  Main Wafaon Ka Wali  Baat Jab Meri Chali  Goonj Utha Ali Ali  Han Meri Wafa Ali  Aada Ali Sada Ali  Han Meri Aba Ali Qaba Ali Nawa Ali  Main Agar Chahon Tou  Ek Hashr Utha Sakta Hoon  Jalwa E Haider E Karar Dikha Sakta Hoon  Han Main Alamdar Han Main Alamdar  Abbas Ya Abbas Ya Alamdar Main Alamdar E Hussain  Main Hoon Salar E Hussain  Main Wafadar E Hussain  Main Hoon Ghamkhwar E Hussain  Han Mera Shah E Umam Jan O Dilam Hussain Hussain  Han Mera Jah Ho Hasham Mera Bharam Hussain Hussain  Shan E Shabir Hai Kya Aj Bata Sakta Hoon Tumko Adab E Hussaini Main Sikha Sakta Hoon  Han Main Alamdar Han Main Alamdar  Ye Muqadar Hai Mera  Ye Alam Mujh Ko Mila  Main Alamdar E Wafa  Haider E Karbobala Ye Alam Khula Rahe  Utha Rahe Saja Rahe  Ye Alam Jama Rahe  Data Rahe Sada Rahe  Is He Dariya Pe Alam Apna Saja Sakta Hoon  Aur Kate Hathon Se Parcham Ye Utha Sakta Hoon  Han Main Alamdar Han Main Alamdar  Abbas Ya Abbas Ya Alamdar Main Tou Aya He Nahi  Jang Ladne Ke Liye  Mashk Bharni Hai Mujhe  Pyase Bachon Ke Liye  Han Ye Wada Hai Sakina Se Nibahna Hai Mujhe  Pani Lena Hai Kisi Se Bhi Na Larna Hai Mujhe  Mujh Ko Larna Jo Para Kya Hoon Bata Sakta Hoon  Ghaat Se Lakhon Ke Lashkar Ko Bhaga Sakta Hoon  Han Main Alamdar Han Main Alamdar  Aya Dariya Pe Jari  Kanp Uthi Foj E Shaki  Ye Hai Abbas E Jari  Ya Hai Waqe Ali  Bhaag Uthi Foj E Jafa  Ghazi Jidhar Jidhar Mura  Jiska Mun Jidhar Utha  Bhaga Gira Nhi Ruka  Bola Abbas E Jari Taig Utha Sakta Hoon Karbala Main Tumhe Sifeen Dikha Sakta Hoon  Han Main Alamdar Han Main Alamdar  Abbas Ya Abbas Ya Alamdar Bhar Ke Mashkiza Chala  Jab Alamdar E Wafa  Agayi Foj E Jafa  Ghir Gaya Mola Mera  Han Wo Mashkiza Cheda  Bazu Kata Pani Baha  Ghazi Raiti Pe Gira  Shor E Qayamat Tha Bapa  Ayi Ghazi Ki Sada Jan Luta Sakta Hoon Kese Pani Ke Bina Khaimon Main Jaa Sakta Hoon  Han Main Alamdar Han Main Alamdar  Gar Ijazat Dy Hussain Arsh Hila Sakta Hoon    Is Alam Se Nayi Tareek Bana Sakta Hoon  Han Main Alamdar Han Main Alamdar  Abbas Ya Abbas Ya Alamdar ____________________________________________ Related Searches: main alamdar nadeem sarwar new noha main alamdar nadeem sarwar new noha status main alamdar nadeem sarwar noha status main alamdar nadeem sarwar noha reaction abbas alamdar nadeem sarwar new noha mian alamdar live recording nadeem sarwar new noha nadeem sarwar new noha 2024 nadeem sarwar new noha nadeem sarwar new noha 2023 nadeem sarwar new noha 2024 promo nadeem sarwar new noha 2022 nadeem sarwar new noha 2024 25 nadeem sarwar new noha promo nadeem sarwar new noha 2024 status nadeem sarwar new noha status nadeem sarwar new noha 2024 pashto

Comments