Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб DAASTAAN | URDU STORYTELLING | sort of a music video i guess в хорошем качестве

DAASTAAN | URDU STORYTELLING | sort of a music video i guess 2 недели назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



DAASTAAN | URDU STORYTELLING | sort of a music video i guess

lyrics Lamha lamha kate tanha safar Ye rooh besabar na meri dua mein asar Mein dhoondta hun oahadon k peeche wala ghar Jahan zindagi sukoon us zameen mein kabar Bekhabar raha shuru se bewajah raha junoon Bepanah mujhe khushi thi bewafa jahan se door Rooh ko meri sukoon tha khali ghar k baawajood Tanha guzre umr meri mujhko tha ye sb kubool Khwahishen thi kuch meri ranjishen thi khwaabo se Padh likh kar kuch to mein bhi banta chidh thi bass kitaabon se Bewajah ki baato se ab door hun mein Han thoda sa ajeeb to zaroor hun mein Badi baat maa baap ka guroor hun mein Sahaara baap ka aur maa ka kohinoor hun mein Bhle he door hun mein ghar se duaen unki saath mein Mile log banke dost ab kuch he khde sath mein Kuch bhai ab kabar mein kuch aaj tak naraaz hain Kuch aaj tak hain sath Kuch palle pade dagaabaaz Jagah khaali panno mein alfaaz dhoond rha hun Bayaan krunga daastan ek saaz dhoond rha hun Lamha lamha kte tanha safar Jaise beghar parinde ko andhere ka drr Na Anjaam ki khabar Na insaan ki kadar Mera sab lele rab de mujhe ilm aur sabar Fir safar mein hun aaj raaston se hataash Ek ghr ki talaash mein Zinda rooh is laash mein Kaash mein bayaan tujhe apna haal kr paun Trr jaun khyaalon ka samandar ya mein mrr jaun Kise maloom kya hai wajah aanhen bhr aaen Aap jaane meri zindagi aap zindagi se drr jaen Idhr aaye zawaal kitne bdle ek urooj k Khudse hain sawaal kitne thak chuka hun pooch k Rab se ek tarfa baaten guftagoo bhi la-jawaab Raaton ko so sakun ye mera pasandida khwab Mein har din ab na jaane kiske gham ko likhta hun Kaun hai wo jisse har roz aayine mein milta hun Mein baitha dariya k kinaare dooba hun khyaalo mein Yaad aaya maa kehti thi bach kar reh insaano se Mehmaano se milwaati thi to mujhko chaand kehti thi Ghr na pohnchu der se wo khaane ko na baithti Ab ghr gye hua zamana waapis jaana chahe dill Bhookh nhi hai fir bhi maa k haath ka khana chahte dill gham chhupana chahe dill maa rote ko na dekh le Thhk k wahin kursi pe wo sote ko na dekh le Kaash k meri zindagi mein hoti na majbooriya Mein chhod deta sb na hoti ghr se meri dooriya Mein uska pyaara beta mujhko duniya ne sataya hai Pr dil mein nafrat maen na rkhun usne he sikhaya hai Kaise bne bura kaise bhoolen wo naseehaten Jb uski daant tk ko hm bhula nhi ske Tumne he sudhara hai Tumne he sawaara hai Tumne di hai zindagi ye jism o jaan tumhara hai Gawara hai hr sitam zindagi k saare gham Is doobte ko maa teri duaaon ka sahara hai Zindagi samandar si mein naon tu kinara hai Hawaon ka ishara mujhe gaon ne pukara hai Lamha lamha kate tanha safar Hain chehre anjaan aur veeraan hai sheher Ek din dikhega pahaadon k peeche khali ghar Ja tujhe milega sukoon aur ghar k saath ek kabar ×2 beat -by ‪@lookslikelowtyde‬    • [sold] mac miller type beat "catch yo...  

Comments