Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб 10 Muharram Noha 2024 | KAT RHA HAI BAAP KA GALA | Shabih Abbas Arfi Nohay 2024 в хорошем качестве

10 Muharram Noha 2024 | KAT RHA HAI BAAP KA GALA | Shabih Abbas Arfi Nohay 2024 2 месяца назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



10 Muharram Noha 2024 | KAT RHA HAI BAAP KA GALA | Shabih Abbas Arfi Nohay 2024

10 Muharram Noha 2024 | KAT RHA HAI BAAP KA GALA | Shabih Abbas Arfi Nohay 2024 Maksoos 10 Muharram Noha 1446/2024 PRODUCED by Azadari Chitora #newnoha2024 #nohay2024 #noha2024 ##shabihabbasarfi #ashura #ashra #ashoora #10muharram #azadari_chitora #muharram2024 #10muharramnoha #newnohay2024 #newnohay Title - Kat Raha Hai Baap Ka Gala | New Noha 1446/2024 Related - 10 Muharram Noha 2024 | Noha Shahadat Mola Hussain(a) Reciter - Shabih Abbas Arfi Poet & Composition- Waiz Sultanpuri sb Vocal & Chorus - HDS 14 Audio - ODS Edit By - Azmat Hyder Video & Production - ‪‪@AzadariChittora‬ Lyrics Sabr sakina ko de khuda kat Raha hai baap ka gala Ro rahi hai sheh ki mehlaqa kat Raha hai baap ka gala 1 chad gya hai seena e hussain par sitamgar Or dikha raha hai ghamzada ko kund khanjar Dodti hai baap ki taraf jo binte sarwar Zalemeen dante he barchhhiyan dikhakar Dar se Kanpti Hai Ghamzada 2 Kaise apne baap ke qareeb jaye pyari Kar Rahi hai koshishen bohot ghamo ki maari Ab kare to kya kare hussain ki dulari Kis tarha bachaye apne baap ko bechari Ho na Jaye tan se sar juda kar raha hai 3 Jis taraf bhi dekhti hai hain ghamo ke saye Ab nahi hai koi aasra Jo ban ke aaye Baap ki madad ke waste kise bulaye ro rahi hai soch soch kar kidhar ko jaaye Dikh nahi Raha hai rasta kat Raha hai baap ka gala 4 Keh rahi hai alqama hai kis taraf bata de Ya Najaf ka koi mujhko rasta dikha de Mere baba Jaa'n ko koi mere paas laa de Ya to koi shimr ko qareeb se hata de Phat Raha hai ab jigar Mera kat Raha hai baap ka gala 5 Dukhtare hussain ke labon pe ye sada hai Ab mere naseeb main na jane kya likha hai Shimr mere baba Jaan ke qatl par Tula hai Main yateem ho na jaun Dil dhadak raha hai Dard hai ye maut se bada 6 Keh Rahi Hai baap ke qareeb jaungi main Apne baba Jaan ko gale lagaungi main Khaak par gire hain wo unhe uthaungi me Ret un ke zakhm zakhm se chudaungi main Koi aa ke rok de jafa kat Raha hai baap ka gala 7 Bain kar rahi hai lut rahi hai meri duniya Dekh kar sue furat padh rahi hai noha Ab yateem ho rahi hai aapki sakina Aye chacha tumhare paas ja rahe hain baba Haan yehi mera naseeb tha 8 Lut gaya janab e sayyada ka chain waiz Karbala main kat gaya sare hissain waiz Ho gaye shaheed shahe mashraqain waiz Waqt e asr gunhjta raha ye bain waiz Kya karun main kya krun khuda khuda Jab shahedee ke Saro tan me judai kardi Pakdin fir shimre sitam gaar ne zulfen shah ki Leke sarwar ke Kate sar ko sitamgar utttha Aur shabber ke chehre pe tamacha mara Hay jis waqt sakeena ne ye manzar deka Ho ke behosh giri khak pe shah ki dukhya Jab huwa gash se afaka to ajab manzar tha Noke neza pe sakeena ke padar ka sar tha Shor tha qaid karo ale nabi ko badh ke Chadaren loot lo in sab ki jala do kheme Jab yateema ne laeeno ki ye awaz suni Hoke hairan wo khemo ki taraf daud padi Isse pahle ke use kuch bhi samjh me ata Shimr ne bad ke use pahla tamacha mara Uski ankho me achanak se andhera chhaya Muh ke bal gir gai tewra ke zami par gukhiya Baap ke sar ki taraf dekh ke rah jati thi Har tamache pe ye kahte huwe chillati thi Baba baba baba

Comments