Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео




Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



TRY IT For 21 Days to Change Your LIFE - 7 habits of 99% Successful People | GIGL

TRY IT For 21 Days To Change Your LIFE - Habits Of 99% Successful People These amazing habits are In night give your brain a task.:- jisme hamne dekha tha ki hamara brain sone ke baad us task par zaada kaam karta hai jo just sone se pehle ham use dete hai isiliye pehli cheez jo ham kar sakte hai vo ye hai ki sone se just pehle vo content consume kare ya us cheez ke baar me soche jis task me ham ache hona chahte hai taaki raat bhar hamara brain us par kaam karta rahe. Second cheez jo hame karni hai co hai Deconstruct successful people’s lives and learn from them… :- yaani jis bhi field me ache hona chahte ho us field me top 5 best logo ko dhundo aur unki life ke baare me har book padh lo saare lectures dekh lo in sort unke brain thoughts ko apne brain me install kar lo. This isthe shortest way to success aur isme hamne gigl app. Ki bat bhi ki thi. Jisme bhaut si book summaries HIndi me free me available hai. Next point tha If you can not run CRAWL but do not break the momentum. Jisme hamne AMelia ki story dekhi thi ki leg surgery hone ke baad unhone apna momentum nhi toda aur vo aage badhti rahi. Ruki nhi. Next point tha Everything is not equal.:- isiliye hame us kaam par zaada energy deni chahiye jiska output to input ratio zaada ho yaani kam input se hame zaada output mil sake. Next point tha If you believe in it get the damn thing done:- jisme hamne elon musk la attitude dekha tha ki agar unhe la raha hai ki koi cheez karni hai to phir use karna hai hai ya jab tak vo complete nhi ho jaati tab tak try karte rehna hai. Next point tha Make fear your friend Use reverse procrastination:- jisme hamne dekha tha ki apne dar ko bhi ham motivation me convert kr sakte hai isme hamne mike tyson ki story dekhi thi aur toppers ki psychology ke baare me bhi discuss kiya tha. Aur aisa bhi nhi hai ki elon musk jaise log darte nhi even vo khud kehte hai ki mein dar ko bhaut zaada feel kar sakta hu but iske bavjood mein kaam krta hu. AUR NEXT POINT THA The same problem might have different solutions jisme hamne dekha India ke mars mission ki story dekhi thi ki beshak america ne mars tak satellite phunchaane ke liye alag approach use ki lekin hamne bhi usi problem ko differnt tareeke se kar dikhaya. I hope this video will be useful to you. Jai Hind These hope these 3 resources will help you. DOWNLOAD GIGL APP FOR FREE BOOK SUMMARIES:- https://play.google.com/store/apps/de... DOWNLOAD GIGL APP FOR FREE BOOK SUMMARIES (IoS apple):- https://apps.apple.com/in/app/gigl-hi... GIGL BUSINESS CHANNEL    / @hemant_pant   GIGL VIDEO APP FOR FREE COURSES ON BUSINESS AND INVESTMENT https://play.google.com/store/apps/de...

Comments