Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Hai Sham e Gariban Mein Zainab Ka Nala - Old Nauha from Lucknow в хорошем качестве

Hai Sham e Gariban Mein Zainab Ka Nala - Old Nauha from Lucknow 9 лет назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Hai Sham e Gariban Mein Zainab Ka Nala - Old Nauha from Lucknow

Hai Sham-e-Gariban Mein Zainab Ka Nala Old Nauha from Lucknow by : Anjuman Kazmia Abida - Lucknow Poet: Janab Basit Hasan (Mahir*) Lakhnavi ================================== Hai Sham-e-Gariban Mein Zainab Ka Nala Kahan ho Sakeena, Kahan ho Sakeena Hai Sham-e-Gariban Mein Zainab Ka Nala Kalaje se apne laga loon main aao Mera dil dhadakta hai Tum darr na jao Hai ghari khamoshi hai ghaira andhera Kahan ho Sakeena, Kahan ho Sakeena Hai Sham-e-Gariban Mein Zainab Ka Nala Kadam soo e saahil na hargiz badhana Khuda ke liye soo e dariya na jaana Wahan kaise dekho gi Saqqa ka laasha Kahan ho Sakeena, Kahan ho Sakeena Hai Sham-e-Gariban Mein Zainab Ka Nala Dikhata hai maidaan qayamat ka manzar Bhala kaise dhoondo gi Tum qabr e Asghar Har ek simth chhaya hua hai andhera Kahan ho Sakeena, Kahan ho Sakeena Hai Sham-e-Gariban Mein Zainab Ka Nala Sabhi khoon e dil mein nahaye huey hain Baraati galoon ko kataye huey hain Ajal le ke aaye hai Qasim ka sehra Kahan ho Sakeena, Kahan ho Sakeena Hai Sham-e-Gariban Mein Zainab Ka Nala Meri jaan jaana na ganj e shaheedan Tadapti ho Tum aur hogi pareshan Sina khaye soota hai Bhai tumhara Kahan ho Sakeena, Kahan ho Sakeena Hai Sham-e-Gariban Mein Zainab Ka Nala Pukar aaye tumko main dariya par jaa kar Mai pooch aaye Saqqa ka shaana hila kar Lagaye they mashkiza dil se Tumhara Kahan ho Sakeena, Kahan ho Sakeena Hai Sham-e-Gariban Mein Zainab Ka Nala Chali aao godi mein tum ko suli doon Tumhe Karbala ki kahani suna doon Rulaoo na apni Phuphi ko Khudara Kahan ho Sakeena, Kahan ho Sakeena Hai Sham-e-Gariban Mein Zainab Ka Nala Main Gang e Shaheeda gayi dil sambhale Main chhup thi magar dil mein ghutte they nala Wahan bhi pata mil na paya tumhara Kahan ho Sakeena, Kahan ho Sakeena Hai Sham-e-Gariban Mein Zainab Ka Nala Gale lag ke Baba ke roi hai shayad Gile Shikwe kar kar ke sooie ho shayad Mai sooe nasheb aa rahi hoon Sakeena Kahan ho Sakeena, Kahan ho Sakeena Hai Sham-e-Gariban Mein Zainab Ka Nala Zamana hua aaye shaam e ghareeba They Mahir* haram khaake sahera par girya Fazayen sunatin hain ab tak yeh nauha Kahan ho Sakeena, Kahan ho Sakeena Hai Sham-e-Gariban Mein Zainab Ka Nala ===== Please Comment / Like / Share / Subscribe. You can download a BAYAAZ of all nauhas on this channel from: https://archive.org/details/BayaazOfO... Please Like my Official Facebook Page :   / oldnohay   #OldNohay #NohaWordings #LucknowNauhas #LucknowAnjuman #QadeemiNauha #NauhaLyrics

Comments