Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Ghareeb e Zahra Kahan Tumhara Safar | Mesum Abbas Nohay 2024 | Muharram 2024 / 1446 в хорошем качестве

Ghareeb e Zahra Kahan Tumhara Safar | Mesum Abbas Nohay 2024 | Muharram 2024 / 1446 3 месяца назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Ghareeb e Zahra Kahan Tumhara Safar | Mesum Abbas Nohay 2024 | Muharram 2024 / 1446

"Ghareeb e Zahra Kahan Tumhara Safar, Kahan Hamara Safar?" - Imam Hussain Noha 2024 by Mesum Abbas #MesumAbbas #Nohay2024 #noha2024 #ghareebezehra #imamhussain #meraimamhussain #molahussain #specialtopicnoha #mesumabbas2024 #hazratimamhussain #muharram2024 Subscribe to our Channel: https://bit.ly/MesumAbbasOfficial Noha Credits: 👉Reciter: Syed Mesum Abbas Naqvi 👉Poet: Zeeshan Abidi 👉Composer: Zeeshan Abidi & Mesum Abbas Audio: 👉Chorus: Rizwan Mirza, Hasnain Mehdi, Shahrukh Abbas, Khurram Sunny (RMT) 👉Audio Recording by M. Hassan Qureshi / M. Ovais Qureshi (ODS - KHI) 👉Audio Mix/Mastered by M. Omar Qureshi (ODS - KHI) Video: 👉Director: Ali Arman Baltistani 👉DOP: Asad Purki & Muzammil Parvi 👉Special Thanks: Markazi Imambargah Jaffar e Tayyar - Karachi (Ali Zaidi) 👉Manager/SEO/Cover Design: Yawer Abbas Damani (YAD Graphics) 👉Social Media Management: Mussaib Sajjad (Bangalore-IND) 👉Mesum Abbas Media Team: Syed Tabish Rizvi, Muhammad Waseem, Asim Safwan, Ali Nasir, Mureed Abbas, Zaib Clicks, Danish Abbas, Zaman Abbas, Sohail Abbas, Syed Zain Abbas, Anoosh Haider, Salman Ali Waris, Ali Hasnain, Mir Ehsan Abbas, Hassan Ali, Mohsin Raza Sarwar 👉English Translation: Ahmed Virani (USA) 👉Producer: Syed Baqar Naqvi (President: Imambargah Dar e Hussain - USA) Lyrics - Safar tamam hua dekh chuka KarboBala Alvida kehne jo Maula ke haram mein pahuncha Aankh se aansu bahe dil mein udaasi chhaayi Yaad jab Syed-e-Sajjad ki rukhsat aayi Haaye woh dasht-e-bala be-kafan tha laasha Apne haathon mein kafan dekh ke maine yeh kaha Ghareeb-e-Zahra Shaheed-e-Karb-o-Bala Kahan hamara safar kahan tumhara safar Humne jab pehla qadam Karb-o-Bala mein rakha Tumne zawaaron ka is tarah se ehsaas kiya Rakh diya haath azaadaron ke dil par haaye Humne rona bhi agar chaha to rone na diya Haan magar tumko yahan jab bulaya mehmaan Mil ke nau lakh ne maqtal mein rula kar maara Aaj rozay se bahut door hai darya Maula Haan magar phir bhi in aankhon ne yeh dekha Maula Har qadam raah mein paani ki sabeelen to mileen Karbala mein na mila koi bhi pyaasa Maula Teen din tak tum pe band paani rakh ke Kar diya qatal isi sheher mein bhooka pyaasa Maula hum bhool nahi paayenge Zainab ki thakan Aap ki tarah mere saath bhi aayi hai behan Woh bhi ghar laut ke jaayegi yahan se lekin Sar pe chadar bhi hai haathon mein nahi koi rasan Aur tumhari woh behan hoke paaband-e-rasan Shaam rukhsat hui baalon se chhupa kar chehra Baap se door kahan rehti hai koi beti Jab meri beti mere seene se aakar lipti Koi na aaya use mujhse chhudane ke liye Haan magar aap ki woh chaar baras ki pyaasi Dasht mein roti hui aap se jab lipti Shimar ne kheench ke baalon se tamaacha maara Ek din roza-e-Abbas pe hum baithe the Chalte chalte wahan ek shakhs gira jab aake Khud woh uth sakta tha baazu the salamat phir bhi Jisne dekha woh chala aaya sahaara dene Aur gire yun Ghazi ho gaya munh zakhmi Apne haathon ka sahaara bhi nahi tha Maula Dil yahin chhod diya laut ke jaata hoon watan Kerne aaya hoon salaam aakhri ae Shah-e-Zaman Na andhera hai na mujh par hai museebat koi Tooq gardan mein na zanjeer mein jakda hai badan Aur woh Abid ka safar ek qaidi ban kar Sar jhukaye hue laashe se tumhare guzra Aa gaya Mesum o Zeeshan mein rukhsat hokar Na hi kaanton ki chubhan na koi sar neeze par Taaziyaane bhi kisi ne nahi maare Mujhko Aag Na Khaulta Paani Na Baraste Pathar Jitna chaaha roya kab kisi ne maara Raah mein apna safar dekh ke main kehta raha Mesum Abbas Nohay    • Jab Mere Ghar Mai Alam Hai To Alamdar...      • Khadim al Hussain | Mesum Abbas Noha ...      • Abbas Abbas Meri Madad Ko Aao Na | Me...   #MesumAbbas #Nohay2024 #noha2024 #ghareebezehra #imamhussain #meraimamhussain #molahussain #specialtopicnoha #mesumabbas2024 New Noha video by Mesum Abbas reciting Khadim al Hussain (Official Video). © 2024 Mesum Abbas

Comments