Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Exclusive talk with PTI lawyer who fought with chief justice||PTI lawyer vs chief justice в хорошем качестве

Exclusive talk with PTI lawyer who fought with chief justice||PTI lawyer vs chief justice 9 дней назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Exclusive talk with PTI lawyer who fought with chief justice||PTI lawyer vs chief justice

#imrankhanpti #pti #news #breakingnews #804 #tayyabviews #imrankhan #islamabad #zartajgull #ptiofficia After the Supreme Court accepted the review petition on Article 63A and annulled the presidential reference, Pakistan Tehreek-e-Insaf's lawyer, Mustafeen Kazmi, lashed out at the Chief Justice, calling Qazi Faez Isa a hypocrite and insincere person, saying that he cannot be trusted on anything. He accused him of making all these moves just to extend his own tenure. He further said that after the 63A law, the Parliament will turn into a stable where horse trading will occur, and candidates will be bought. He claimed that this law would legalize horse trading, and voting against party loyalty and its mandate would become common, something they strongly condemn and will challenge at every forum. Mustafeen Kazmi also said that the Chief Justice only has seven judges on his side, while all the other judges are against him. He accused the Chief Justice of providing judicial support to the government formed by Form 47, which he called an undemocratic and authoritarian act. Supreme Court se 63A qanoon ki nazar sani darkhwast qabool hone aur sadarati reference kaladam qarar diye jane ke baad, Pakistan Tehreek-e-Insaf ke wakeel, Mustafeen Kazmi, Chief Justice par bharak uthay aur kaha Qazi Faez Isa aik riyaakar aur munafiq shakhs hai. Is ki kisi baat par aitbaar nahi kiya ja sakta. Woh apni naukri mein tosee ke liye sari harkatein kar raha hai. Unka kehna tha ke 63A qanoon ke baad Parliament ustabl ban jayegi aur wahan ghoron ki qeematein lagengi aur ummeedwaron ko khareeda jayega. Unka kehna tha ke is qanoon ke baad horse trading qanooni ho jayegi aur party se wafadari aur uske mandate ke khilaf vote dena aam ho jayega, jis ki hum muzammat karte hain aur iske khilaf har forum istemal karenge. Mustafeen Kazmi ka kehna tha ke Chief Justice ke paas sirf saat judge hain jab ke baqi tamam judges is Chief Justice ke khilaf hain, aur ye Chief Justice form 47 ki hukoomat ko adalati support faraham karne mein kirdar ada kar raha hai jo ke ek jamhoori nahi balke aamirana iqdam hai.

Comments