У нас вы можете посмотреть бесплатно Ek Dil | Muhammad Samie | Official Video или скачать в максимальном доступном качестве, которое было загружено на ютуб. Для скачивания выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru
Short Sufi Spells (Chapter 2) | The Fourteenth Spell ====================================== Singer: Muhammad Samie Composition & Arrangements: Muhammad Samie Lyrics’ Selection & Arrangement: Muhammad Samie Poets: Seemab Akbarabadi | Natiq Lakhnavi | Hafeez Jalandhari | Josh Malihabadi | Muhammad Samie ====================================== Video Director: Muhammad Samie Post-Production: Muhammad Samie Art Work & Video Concept: Muhammad Samie Music Production, Mixing and Mastering: J Ali DoP: Muhammad Samie & J Ali Wardrobe: Muhammad Samie Calligraphy: Atta-ur-Rehman Video Production House: Short Sufi Films ====================================== © 2022 – Short Sufi Spells © 2022 – Short Sufi Films ====================================== Follow Samie on: Youtube: / muhammadsamie Facebook: / msamieofficial Instagram: / samie_muhammad Twitter: / muhammadsamie Official Website: https://www.muhammadsamie.com ====================================== LYRICS: Gham mujhe hasrat mujhe vehshat mujhe sauda mujhe Aik dil de kar Khuda ne de diya kya kya mujhe (Seemab) Hai husool-e-aarzu ka raaz tark-e-aarzu Main ne duniya chhorh di to mil gai duniya mujhe (Seemab) Hai azal ki is ajab bakhshi pe hairani mujhe Ishq la-faani mila hai zindagi faani mujhe (Hafeez) Dekhte hi dekhte duniya se main uth jaaunga Dekhti ki dekhti reh jaaegi duniya mujhe (Seemab) Saari duniya keh bhi de apna to mujh ko fikr kya Mujh ko matlab is se hai bus tu kahe apna mujhe (Samie) Is qadar dooba hua dil dard ki lazzat mein hai Tera aashiq bheerh mein hi kyun na ho khalvat mein hai (Josh) Mujh ko matlab is se hai bus tu kahe apna mujhe Do jahan ki muskurahat tere gham pe ho nisaar Tera gham mera tabassum mera fakhr-o-inkisaar (Samie) Mujh ko matlab is se hai bus tu kahe apna mujhe Gharq kar deti hai kashti nakhuda ki bekhudi Chorh de wo maikada saqi jahan mad-hosh hai Keh raha hai shor-e-dariya se samandar ka sukoot Jis ka jitna zarf hai utna hi wo khamosh hai (Natiq) Mujh ko matlab is se hai bus tu kahe apna mujhe #MuhammadSamie #EkDil #ShortSufiSpells #ShortSufiFilms