Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Nohay 2019 | Noha Shahadat Imam Sajjad | Mohammad Raza Gopalpuri | Zakhmi Badan Ko | New Noha 2019 в хорошем качестве

Nohay 2019 | Noha Shahadat Imam Sajjad | Mohammad Raza Gopalpuri | Zakhmi Badan Ko | New Noha 2019 5 лет назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Nohay 2019 | Noha Shahadat Imam Sajjad | Mohammad Raza Gopalpuri | Zakhmi Badan Ko | New Noha 2019

New Nohay 2019-20 | Mohammad Raza Gopalpuri Nohay 2019 | New Noha Shahadat Imam Sajjad 2019 | Zakhmi Badan Ko Zanjiro Ne Khaya hai lyrics | Nohay Muharram 1441/2019 | Mohammad Raza Gopalpuri Noha 2019-20 🎞V I D E O I N F O🎞 Noha Title | New Nohay 2019-20 Mohammad Raza Gopalpuri Zakhmi Badan With Lyrics (2019) ►Related to | New nohay 2019-20, mohammad raza gopalpuri nohay 2019, mohammad raza gopalpuri 2020, nohay 2019 all new,noha status for whatsapp,imam sajjad noha status, imam sajjad story , new nohay 2020 ►Reciter | Mohammad Raza Gopalpuri 2019 ►Kalam | Maulana Shamshad Ahmed Gopalpuri ►Audio | Javed Azad ►Video by | Azmat Ali ►Posted by | #Azadari_Chitora ►Contact | +919871248690 ----------------------------------------------------------------- Lyrics:- Zakhmi badan Ko zanjeeron ne khaya hai Pardesi bimar pe zulm ye kaisa hai 1. Ziyarat e nahiya me hai ye Farman e imam e Zama, Mera Salam uspar jo tha paband e tauq e geran, Ye zulm khastatan par bimar ke badan par, Kaisa Sitam Sajjad pe Haaye dhaya hai. Zakhmi badan. 2. Hathkarhyan aur berhyan aur Kahan Abid muztar, Qafla lekar kaise chale pahne hue tauq o langar, Khaaron se pur hain raahen lab par faqat hain aahen, Pusht e hazin aur shimr e laeen ka korha hai. Zakhmi badan. 3. Peeth hai zakhmi durron se aur talwon me chhale hain, Kaise chale nange paaon raste Kaanton wale hain, Khana hai aur na Paani kaisi hai mehmani, Zulm o setam ne Charo taraf se ghera hai. Zakhmi badan. 4.sath me phupyan maayen hain aur mazlooma Sakina hai, Ab na ChaCha ki godi hai aur na pedar ka Seena hai, Shimr e layen ne maare jiske kai tamache, Ahle haram pe ranj ka Badal Chhaya hai, Zakhmi badan. 5. Aal e nabi ka gham koi puchhe Abid e muztar se, Zakhmi hai har bibi ka sar Ahl e jafa ke pathar se, Rangee hain khoon se chehr e aur Baal sar ke bikhre, Mazlumo ki aah o boka par pahra hai. Zakhmi badan. 6. Dhup ki shaddat lohe Ko kis darja garmati hai, Aur lohe ki garmi phir zakhmo Ko jhulsati hai, Tapti hui zami hai thandak kahin nahi hai, Pyaase hain aur Aag ugalta sahra hai. Zakhmi badan. 7. Khaima e Dushman ke saaye me jo Zara baithe akar, Maar ke korhe zalim ne kar diya saaye se bahar, Yeh zulm mehma par bimar o natawan par, Qismat me ab jaane kya kya likha hai. Zakhmi badan. 8. Paikar e sabr o Raza ab bhi zulm o setam ke muqabil hai, Sham ke zindan me bhi paband e tauq o salasil hai, Lo mar gyi sakeena bint e Shah e madina, Mazloomo ki aaho boka par pahra hai. Zakhmi badan. 9. Paaon hain berhi me jakrhe hatho me hathkarhyan hain, Kaise bahan ko dafnaye sonch ke Abid girya hai, Lasha hai ek bahan ka saman nahi Kafan ka, Haaye koi Kandha bhi na dene wala hai. Zakhmi badan. 10. Yun hi aseere ranj o mahan barah maheene the Sajjad, Puchho imam e zamana se kitni aziat thi shamshad. Utre na tauq o langar Dil par ghamon ke nashtar, Ankh me asoo lab pe bahan ka nauha hai. Zakhmi badan. E N D ⚫Social Media:- Subscribe : https://goo.gl/mf9Pi4 Want to chat? Hit me up on social media! Instagram:   / azadarichitora   Facebook:   / chitorainazadari   ----------------------------------------------------------------- HashTags:- #muharram2019 #nohay2019 #noha2019 #nohay2020new #mohammadrazagopalpuri #muharram2019

Comments