Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб BISMIL AZIMABADI: Fateha Parh Ke Chale Aaye Hain Maikhane Se в хорошем качестве

BISMIL AZIMABADI: Fateha Parh Ke Chale Aaye Hain Maikhane Se 2 года назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



BISMIL AZIMABADI: Fateha Parh Ke Chale Aaye Hain Maikhane Se

Urdu Poetry of Bismil Azimabadi Ghazal: Fateha Parh Ke Chale Aaye Hain Maikhane Se Recitation: Raheel Farooq فاتحہ پڑھ کے چلے آئے ہیں مےخانے سے تحت اللفظ - بسملؔ عظیم آبادی کی غزل - اردو شاعری --------- LEHJA - A CLASSIC URDU POETRY CHANNEL Lehja (لہجہ) is an Urdu literary (adabi) channel on YouTube. We produce recitations (voice over) of the masterpieces of Urdu poetry. Shayari of Asatiza (the greatest poets of Urdu) narrated by Raheel Farooq with classical melodies in the background is an experience people of taste can relish nowhere else. SUBSCRIBE NOW!    / recitation   LEHJA PODCAST Listen to Lehja on all major podcast and music streaming platforms including iTunes, Spotify, Deezer, Amazon Music/Audible, Stitcher, iHeartRadio, JioSaavn & Gaana.com. https://anchor.fm/urdurecitation LEHJA STORE Love the classics? Buy the classics! T-shirts, mugs, tote bags, phone cases and more with Urdu art. https://store.recitation.net FOLLOW US Facebook:   / urdurecitation   Twitter:   / urdurecitation   Instagram:   / urdurecitation   Reddit:   / urdurecitation   Tumblr: https://poetryrecording.com SUPPORT US Patronize:   / urdu   --------- POETRY TEXT: غزل کا اردو متن: اب ملاقات کہاں شیشے سے پیمانے سے فاتحہ پڑھ کے چلے آئے ہیں مے خانے سے کیا کریں جام و سبو ہاتھ پکڑ لیتے ہیں جی تو کہتا ہے کہ اٹھ جائیے مے خانے سے پھونک کر ہم نے ہر اک گام پہ رکھا ہے قدم آسماں پھر بھی نہ باز آیا ستم ڈھانے سے ہم کو جب آپ بلاتے ہیں چلے آتے ہیں آپ بھی تو کبھی آ جائیے بلوانے سے ارے او وعدہ فراموش پہاڑ ایسی رات کیا کہوں کیسے کٹی تیرے نہیں آنے سے یاد رکھ وقت کے انداز نہیں بدلیں گے ارے اللہ کے بندے ترے گھبرانے سے سر چڑھائیں کبھی آنکھوں سے لگائیں ساقی تیرے ہاتھوں کی چھلک جائے جو پیمانے سے خالی رکھی ہوئی بوتل یہ پتا دیتی ہے کہ ابھی اٹھ کے گیا ہے کوئی مے خانے سے دل ذرا بھی نہ پسیجا بتِ کافر تیرا کعبہ اللہ کا گھر بن گیا بت خانے سے شمع بیچاری جو اک مونسِ تنہائی تھی بجھ گئی وہ بھی سرِ شام ہوا آنے سے غیر کاہے کو سنیں گے ترا دکھڑا بسملؔ ان کو فرصت ہے کہاں اپنی غزل گانے سے Ghazal in Roman Text (Credits: Rekhta): ab mulāqāt kahāñ shīshe se paimāne se fātiha paḌh ke chale aa.e haiñ mai-ḳhāne se kyā kareñ jām-o-subū haath pakaḌ lete haiñ jī to kahtā hai ki uTh jā.iye mai-ḳhāne se phūñk kar ham ne har ik gaam pe rakkhā hai qadam āsmāñ phir bhī na baaz aayā sitam Dhāne se ham ko jab aap bulāte haiñ chale aate haiñ aap bhī to kabhī aa jā.iye bulvāne se are o va.ada-farāmosh pahāḌ aisī raat kyā kahūñ kaise kaTī tere nahīñ aane se yaad rakh! vaqt ke andāz nahīñ badleñge are allāh ke bande tire ghabrāne se sar chaḌhā.eñ kabhī āñkhoñ se lagā.eñ saaqī tere hāthoñ kī chhalak jaa.e jo paimāne se ḳhālī rakkhī huī botal ye patā detī hai ki abhī uTh ke gayā hai koī mai-ḳhāne se dil zarā bhī na pasījā but-e-kāfir terā ka.aba allāh kā ghar ban gayā but-ḳhāne se sham.a bechārī jo ik mūnis-e-tanhā.ī thī bujh ga.ī vo bhī sar-e-shām havā aane se ġhair kaahe ko suneñge tirā dukhḌā 'bismil' un ko fursat hai kahāñ apnī ġhazal gaane se #Urdu #Shayari #Poetry

Comments