У нас вы можете посмотреть бесплатно world before Adam (urdu) - Quranic Stories - Story of Prophets of Islam - IslamSearch или скачать в максимальном доступном качестве, которое было загружено на ютуб. Для скачивания выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru
Story of Adam, Adam Purpose and History, Adam Iblis (Satan), Man's Enemy, Adam Commentary: Prostrating Before Adam, Adam Traditions About the Angels, Adam Creation, Adam Establishing the Islamic Greeting, Adam Adam's Progeny Accept Allah, Adam The Prophets' Covenant, Adam Similarity Between Adam and Jesus (PBUT), Adam Angels' Prostrate in Front of Adam, Adam Commentary: Allah's Freedom to Creatures, Adam Adam Learns Names, Adam Angels Acknowledge Adam's Knowledge, Adam Creation of Eve, Adam The Location of Adam and Eve's Paradise, Adam The Forbidden Tree, Adam Adam and Eve's Descent from Paradise Adam Condensed Story of Adam and Allah's Promise, Adam Commentary: Why Adam and Eve Descended, Adam Commentary: Adam's Free Will, Adam Encounter Between Adam and Moses (PBUT) - Hadith, Adam Variations on Where Adam, Eve, and Iblis Descended Adam Adam's Life on Earth, Adam The First Four Children, Adam Cain's Disobedience, Adam Commentary: Cain's Disobedience, Adam Cain's Jealousy of Abel, Adam The First Death, Adam The First Burial, Adam The First Murder - from Quran, Adam The First Murder - from Various Hadith, Adam Adam Preaches to His Children, Adam Adam's Successor, Seth, Adam Adam's Death, Adam Successors After Adam Farsihte, Jinn aur Insan Aadam (Alaihi Salam) ki Takhleekh: ………. Allah Taala ne Farishto ko Noor se paida kiya, Jinnato ko aag se aur Insaan ko mitti se paida kiya. farishte din-raat Allah ki ibaadat aur hamd-o-sana karte hai aur Allah ne unhe jis kaam par ma’amoor kiya hai farishte uspe amal karte hai. aur thakte bhi nahi. ………. Allah ne hum insano se pehle jinnato ko aag se banaaya aur unhe zameen ka khalifa (waris) banaya. Iblees jo ki jinnato me se tha uska naam Azazil tha, aur woh bahut ibaadat guzar tha. isi wajah se woh Allah ke muqarab bando me se tha. yahaa tak ki woh jannat me bhi bina rok-tok aaya jaya karta tha. ………. Allah Taala ne jinnato ko apni ibaadat ke liye banaaya tha, lekin jinnat sirkash ho gaye aur zameen par fasaad karne lage. qatal-o-gairat karne lage. ………. Baqoul Qurane majid Allah ne farishto se kahaa, “Mai insaan ko Zameen ka Khalifa (waris) banaane wala hoon. iss par farishto ne khadsaa zaahir kiya ki insaan bhi zameen par fasaad karega aur Qatal-o-Gaarat karega. teri ibaadat ke liye hum hi kaafi hai. tab Allah Taala ne kahaa, “main jo jaanta hoon wo tum nahi jaante.” ………. Allah Taala ne mitti ke khameer se Aadam ka putlaa tayar kiya. ek riwaayat me hai ki aaj jahaa Khana-e-Kaaba hai, uss jagah se mitti li gayee. aur ek riwaayat me hai ki saat (7) alag-alag jagaho se mitti le kar khamira tayar kiya gayaa. aur uss se Aadam ka putlaa banaaya gayaa. ✦ Iblees ka Taqabbur aur Allah ke Huqm ki Nafarmani : ………. Allah Taala ne Farishto se kahaa, “jab main iss putle me apni Rooh funku (daaloo) to tum sab sajde me gir jaana”. jab Allah Taala ne Aadam ke putle me Rooh daali toh sab ne sajdaa kiya siwaaye Iblees ke.” ………. Allah Taala ne Iblees se poocha, “jab sab ne sajdaa kiya toh tuney kyon nahi kiya? , tujhe kis cheez ne roka?. “Iblees ne apni galti nahi maani aur Takabbur (Ghamand) se kahaa. “mai iss se Afzal (behtar) hoon, tuney mujhe Aag se paida kiya aur ise sadi huyee mitti (khanakti huyee mitti) se paida kiya.” Allah Taala ne kahaa, “nikal ja yahaa se, aaj se tu razim (dhutkaara) huwaa hai, aur tujhpe laanat hai.” Iblees ne kahaa, “Aye mere Rab, jis ki wazah se tuney mujhe dhutkaara aur laanat ki, mujhe Qayaamat tak mohlat de ke mai isey aur is ki Aulaado ko Gumraah karu aur inhe teri raah se roku, aur mai chahe aage se piche se upar se niche se jahaa se bhi Aau koi mujhe dekh na sake.” Allah Taala ne kahaa. “Mujhe Apne jalal ki Qasam, ja tujhe mohlat di, lekin mai tujhe aur jo teri pairqi karega unn sab ko jahannum me bhar dunga. aur insaano ki rahenumaayee ke liye mai apne Nabiyo aur Rasoolo ko bhejunga. jo bhi Muttaqi aur Parhezgaar hoga aur Nek Amal karega mai usey Jannat me jagah dooga.”