Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб ⚠️Ya Muhammad Noore Mujassam | Urdu Naat Qawwali | Ghulam Farid Sabri (Lyrics & English Translation) в хорошем качестве

⚠️Ya Muhammad Noore Mujassam | Urdu Naat Qawwali | Ghulam Farid Sabri (Lyrics & English Translation) 4 года назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



⚠️Ya Muhammad Noore Mujassam | Urdu Naat Qawwali | Ghulam Farid Sabri (Lyrics & English Translation)

Performed By: Ghulam Farid Sabri Qawwal Kalaam By: Adeeb Raipuri Lyrics and Translations: Bhaijaan Yousufi -- This video has taken more time and effort than any of my past video uploads so far. Probably due to several factors. First, this qawwali is to me, the most ICONIC of all Ghulam Farid Sabri's work. Ever since we were little children, we've been hearing this on the Audio Cassette Players. The strange thing is, that even though, most of the lyrics are in Urdu, besides Farsi and little Arabic...even most Urdu-speaking people don't know what is being sung. Partly because the singer kept the rhythm throughout the qawwali. Secondly, I suppose because the Urdu used by the poet Adeeb Sahib almost sounds like that of late 1800's Urdu. It doesn't sound like the current day Urdu at all. Like most other qawwali, this too has many different poetries mixed in from that of Hazrat Ameer Khusro to Molana Jami and others. Please remember to post comments about these videos that I post. It's the only way, I'll know what my subscribers really want to hear. :) Thank you for all the support. -- Saare Aalam Ke Liye Tuhi Faqat Chaara Saaz Ae Ke Tu Bandaae Aajiz Ke Liye Banda Nawaaz Yeh Aankh Ro Ro Ke Talab Karti Hei Rehmat Teri Dil Dhadakta Hei To Aati Hei Yehi Ek Aawaaz -- (Haa Sahab...Awaaz) Aankh Ro Ro Ke Talab Karti Hei Rehmat Teri Dil Dhadakta Hei To Aati Hei Yehi Ek Aawaaz (Aawaaz Samaat Farmaaein, Kya Aawaaz) -- Ae Ke Tera Jamaal Hei Ronaqe Mehfile Wujood Ae Ke Teri Namood Hei Jalwa Taraaze Hasto Bood Yaade To Daade Lazzate Zikre To Shoqe Mann Fuzoo Tujh Pe Durood Aur Salam Tujh Pe Salam Aur Durood Salle Alaa Nibiyina Salle Ala Muhammad -- Ya Muhammad Noore Mujassam, Ya Habibi Ya Maulaaee Tasveere Kamaale Muhabbat, Tanveere Jamaale Khudaee -- Ya Muhammad Noore Mujassam -- Ya Muhammad -- Do Jahaan Fida Tere Naam Par Hei Sukoon Fiza Tera Naam Bhi Teri Zaat Par Ho Durood Bhi Tere Naam Par Ho Salaam Bhi Mujhe Apni Taabishen Ker Ataa Tu Hei Mera Maahe Tamaam Bhi Hei Lutti Lutti Meri Subbha Bhi Hei Bujhi Bujhi Meri Shaam Bhi -- Ya Muhammad Noore Mujassam, Ya Habibi Ya Maulaaee Tasveere Kamaale Muhabbat, Tanveere Jamaale Khudaee Ya Muhammad Noore Mujassam -- Tera Wasf Bayaan Ho Kis Se Teri Kon Kare Ga Badaayi -- Muhammad Teri Kon Kare Ga Badaayi Kamli Wale Teri Kon Kare Ga Badaayi Madine Wale Teri Kon Kare Ga Badaayi Sallallaah Teri Kon Kare Ga Badaayi -- (Sabri Style Tones Down) -- Ya Warafana Laka Zikrak Teri Kon Kare Ga Badaayi Ya Rehma Baitul Khairul Bashar, Teri Kon Kare Ga Badaayi -- Tera Wasf Bayaan Ho Kis Se Teri Kon Kare Ga Badaayi -- Khuda Ne Khench Ke Naqsha Rasoole Akram Ka Yeh Keh Diya Tera Saani Nahi Tera Jawaab Nahi -- Wa Shams Rukhe Zeba Hei Tera Tu Noor Fishaane Aalam Hei -- Roohul Ameen, Ae Mann Mohan Taiba Dhani, Qosen Ke Rajeshwari Chandar Mukhat, Suraj Baran Nirkaar Jyoti Manhari Mukhde Ko Tere Dekh Ker Prabhu Ne Yeh Aasha Kari Ae Chehraae Zebae To Rashke Butaane Aazari Har Chand Wasfat Mi Kunam Dar Husne Zaan Bala Tari -- Roohul Ameen Se Aik Din Kehne Lage Shahe Ummam Tum Ne To Dekha Hai Jahaan, Batlaao To Kese Hein Hamm Khush Ho Ke Yu Kehne Lage, Ae Shah Tere Rukh Ki Qasam Aafaaq Ha Gardida Am, Mehre Butaan Warzida Am Bisyaar Khubaan Deeda Am, Lekin Tu Cheeze Digari -- Tu Noor Fishaane Aalam Hei Wa Shams Rukhe Zeba Hei Tera Tu Noor Fishaane Aalam Hei Wal Layl Hei Teri Zulfe Duta Tu Raahate Jaane Aalam Hei Qaamat Ka Nahi Saya Hei Tere Yeh Aqal Hi Kya Jo Tujhe Samjhe Tu Laakh Bashar Apne Ko Kahe Kuch Aur Gumaane Aalam Hei -- Kyun? -- Jalwe Tere Uss Waqht Bhi The, Kam Bhi Nahi The Yeh Jab Ki Hein Baatein Ke Jab Aadam Bhi Nahi The Khayaal Aaya Rab Ko Ke Dekhunga Khud Ko To Khud Mein Se Khud Ek Tasveer Dhaali Jo Dekha To Khud Ho Gaya Uss Pe Shaidah Wo Tasveer Apne Muqabil Sajaali Muraqqa Kiya Usko Har Har Adaa Se Rakha Naam Uska Muhammad Khuda Ne -- Khudi Apna Jalwa Khudi Uska Taalib -- Aap Hi Maata, Aap Hi Pita, Aap Hi Goudan Haara Apni Goud Mein Aap Hi Khelein Ban Ban Ke Nand Laala Kahet Nawab Tori Suratya Laakhan Mein Anmol Jab Keh Surat Aap Banaave Aap Hi Laha Lot Huwi Jaae -- Yaare Mann Bakamaale Raanayi Khud Tamashaao Khud Tamashayi -- Dil Shevtaey Syadde Makki Madni Hei Kya Husne Muqaddar Mera Allaaho Ghani Hei Naqqaashe Azal Ne Kaha Tasveer Bana Kar Aesi Koi Tasveer Banegi Na Bani Hei -- Teri Kon Kare Ga Badaayi -- Tera Wasf Bayaan Ho Kis Se Teri Kon Kare Ga Badaayi Iss Garde Safar Mein Gum Hei Jibreele Ameen Ki Rasaay Ya Muhammad Noore Mujassam, Ya Habibi Ya Maulaaee Tasveere Kamaale Muhabbat, Tanveere Jamaale Khudaee -- Yeh Range Bahaare Gulshan, Yeh Gul Aur Gul Ka Joban Tere Noore Qadam Ka Dhovan, Iss Dhovan Ki Ranaayi Ya Muhammad Noore Mujassam, Ya Habibi Ya Maulaaee Ya Muhammad Noore Mujassam, Ya Habibi Ya Maulaaee -- Ma Ajma Laka Teri Surat, Ma Ahsan Naka Teri Seerat Ma Akma Laka Teri Azmat, Teri Zaat Mein Gum Hei Khudaee -- Ya Muhammad Noore Mujassam, Ya Habibi Ya Maulaaee Tasveere Kamaale Muhabbat, Tanveere Jamaale Khudaee --

Comments