Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб 15 Shaban Manqabat 2024 | ZAMANE KE SULTAN MOLA | Imam Mehdi Manqabat 2024 | Mohammad Ali Moshi в хорошем качестве

15 Shaban Manqabat 2024 | ZAMANE KE SULTAN MOLA | Imam Mehdi Manqabat 2024 | Mohammad Ali Moshi 7 месяцев назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



15 Shaban Manqabat 2024 | ZAMANE KE SULTAN MOLA | Imam Mehdi Manqabat 2024 | Mohammad Ali Moshi

15 Shaban Munajat 2024 | Kaha ho Zamane ke Sultan Mola | Imam e Zamana Munajat 2024 | Mohammad Ali Moshi New Munajaat 2024 | Munajaat Imam e Zamana 2024 | 15 Shaban Munajaat 2024 | Imam e Zamana New Munajaat 2024 #15shaban #imamezamana #mohammadalimoshi #imammehdi #kahanhozamanekesultanmola #yamehdi #newmunajat #newmanqabat2024 #manqabat #newqasida #newmunajat2024 #imamezamanamunjaat #15shabanmanqabat #munajaat #isteghasa #munajaat2024 #manqabatimammehdi #alajalyaimam “kaha ho Zamane ke sultan Mola” Mohammad Ali Moshi Baltistani ☆ Official YouTube Channel Subscribe : https://bit.ly/3jP48So ------------------------------------------- Manqabat | Kaha ho zamane ke sultan Mola Recited By | Mohammad Ali Moshi Poetry | Syeda Naqvi Composition | Janab Ahmed Raza Nasiri Audio Mix & Master | ZDS Video | SRS STUDIO Video Edit | Turab Zaidi Chorus | Mir basharat , Jan Ali Shah Translation | Sister Zahra Zaidi Creatives | Minhaaj Ahmed Special Thanks: Janab Ahmed Raza Nasiri SEO : Samar Jaffri Lyrics KAHA HO ZAMANE KE SULTAN MOLA Zamane ki thokar mein aa ke gira hoon Tujhe ansuon se ye khat likh raha hoon Suno Al-Ajal ki sada de chuka hoon Karo ab to mushkil ko aasaan, Mola Suna hai tujhe haal-e-gham ki khabar hai Meri galiyon ko choon se tera guzar hai Sama'at lagi teri awaaz par hai Nahi hai magar teri pehchaan, Mola Tujhe dhoondte dhoondte thak gaya hoon Baqaya ki garde safar mein ata hoon Najaf se bhi Karb o Bala tak chala hoon Main deewana, aashiq pareeshaan, Mola Guzarta hai din sa'atein ginte ginte Sajaya hai aangan ko main ne lagan se Yaqeen hai kisi roz aaoge ban ke Mere ghar mein tum khaas mehmaan, Mola Alam tere lashkar ke main ne siye hain Sipahi bhi tayyar sab kar diye hain Kayi baar bete ke boose liye hain Jise tujh pe hona hai qurbaan, Mola Jo Shaytan duniya ka sab se bara hai Wo ab tere naib se sehma khada hai Zamane ka murhab bhi zakhmi para hai Liye dil mein Khaybar ka armaan, Mola

Comments