Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб खेती करके कैसे कमाएं लाखों रुपए 💵 | New Buisness Ideas | Modern Farming | в хорошем качестве

खेती करके कैसे कमाएं लाखों रुपए 💵 | New Buisness Ideas | Modern Farming | 4 года назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



खेती करके कैसे कमाएं लाखों रुपए 💵 | New Buisness Ideas | Modern Farming |

Meet Millionaire Farmer | Crorepati Farmer | Smart Farming | Profitable Farming | Farming Buisness Ideas | Indian Farming | मशरूम की खेती कैसे करें, mushroom ki kheti / mushroom kaise ugaye in hindi Mushroom Farming | मशरूम की खेती ने खोली किस्मत | Mushroom ki kheti | Mushroom Farm Training शुरू से सीखो मशरूम की खेती शुरू कैसे करे I Mushroom cultivation in india इन सभी सवालों के जवाब इस video में, mushroom farmer Ravindra Kumar के साथ Anubhavi mushroom farmer Ravindra Kumar se janiye huts mein bina AC ke kaise karte hai mushroom ki kheti aur mushroom cultivation ke aise tips jo aapne sune nahi hoge. Mushroom cultivation in India ki puri jaankari ke liye neeche link pe click karke yeh article padhiye. https://www.joshtalks.com/joshkosh/bu... Bina AC ke mushroom farming ke liye sabse zaruri hai ki September se compost banana start kar dena chahiye. Ek mushroom farm ki lambai 60 foot aut width 22 foot honi chahiye. Us mushroom hut mein 4 racks banaye jate hai. Mushroom compost banane ki vidhi ya button mushroom compost preparation mein 150 man desi bhussa ya husk leke usko tayyar kiya jata hai. Pehle usko achi tarah se bhigoya jata hai aur phir usmein khaad dali jati hai jaise murgi ki beeth, urea, PAP dala jata hai aur phir mushroom compost ka dher bana ke kam se kam 1 hafte tak choda jata hai. 1 hafte ke baad mushroom compost ka temperature 70 aur 80 degree C ke beech mein ho jata hai aur phir us dher ki paltai kari jati hai. Temperature check karke pehle 5 din ke baad, phir 3 din ke baad aur phir 2 din ke baad paltai kari jati hai. 28 din ke baad mushroom compost ready ho jata hai. Compost tayyar hone ka baad mushroom spawn ya mushroom ka beej laya jata hai aur compost mein mushroom ke beej ko mila dete hai aur jo mushroom hut mein racks banaye hai usmein dal dete hai. Mushroom bed ki height 6 se 7 inches hona chahiye kyunki agar aap kam height rakhte ho to output kam hogi. Mushroom bed ko hum newspaper se cover kar dete hai jisse nami barkarar rahe. Dine mein 2 baar ya jaise hi newspaper sukhta hai hum phir paani laga dete hai. Mushroom growth ke liye temperature 24 se 25 degree C hona chahiye. Agar temperature 28 degree C se upar jata hai to production mein kami aa jati hai. Temperature ko maintain karne ke liye jo parde lage hote hai unko bhiga ke rakhte hai aur raat ko parde khol dete hai. Mushroom ki variety kafi hoti hai jaise Oyster Mushroom, Milky Mushroom aur Button Mushroom bhi. Main button mushroom farming karta hu kyon ki market mein Button Mushroom ki demand zyada hoti hai to rate bhi accha milta hai aur mandi mein haath ke haath bik jata hai. Aur variety ko log itna nahi jante hai to kam bikta hai. Mushroom marketing in india ke liye mere hisab se canning company best hoti hai. Aap kitna bhi mushroom laga lo usko bechne ki tension nahi hoti hai. Canning company sab khareed lete hai. Mushroom ka beej aap krishi kendron se khareed sakte hai aur aajkal online bhi mushroom ka beej khareed sakte hai. Indiamart ya Amazon se bhi khareed sakte hai. Mushroom ke beej ka price ₹80 se ₹100 tak hota hai. Mushroom growing ke liye zameen ki zyada zarurat nahi hoti hai. Ek mushroom hut 150 man ki ke liye investment sab kuch mila ke (labour bhi) ₹ 1 Lakh se ₹ 1.5 Lakh tak hota hai. Mere hisab se 2 ya 3 hut to lagani hi chahiye. TIMESTAMPS 0:00 शुरू से सीखो मशरूम की खेती शुरू कैसे करे 0:57 - Mushroom ki kheti kaise kare 4:21 - मशरुम फार्म में Temperature कैसे कण्ट्रोल करें |How to Control Temperature in Mushroom Farming 5:58 - Mushroom ki kheti kitne prakar ki hoti hai 6:42 - Mushroom ka beej kaha milega? 7:06 Mushroom की खेती में लागत कितनी आती हैं 7:45 - मशरुम की बिक्री और बाजार, मशरुम कहाँ बेचें - Mushroom Marketing in India 8:58 - Mushroom ki kheti kaise kharaab ho sakti hai? 9:34 - Mushroom farming tips? Mushroom cultivation tips? About Josh Skills App: तो चलिए, आज से ही Josh Talks Spoken English के साथ शुरुआत करते हैं अपनी ज़िन्दगी को बदलने की और कहानियां सुनते है ऐसे लोगो की जिन्होंने English के डर से हार नहीं मानी और English को सीख कर अपने हालात बदलें. सिर्फ यह Channel ही नहीं Josh Talks के Josh Skills App से हम लाखो Students के साथ Spoken English की Practice कर अपनी English को सीख/Improve/ Fluent कर सकते हैं तो चलिए, आज ही लेते है अपने सपनो को पूरा करने की ओर पहला क़दम Josh Talks Spoken English के साथ. #JoshTalksSpokenEnglish #मशरूम_की_खेती ##mushroom #farming #farmers #farmerlife #farmingvideos #business #businessideas #businesstips #businessstrategy #kisan ----------------------------- Follow Us On - ➡️Instagram:   / joshtalksspokenenglish_   ➡️Facebook:   / joshskillsapp   ➡️Twitter:   / joshskillsapp   ➡️Website: https://www.joshtalks.com/joshkosh/

Comments