Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Bayaan | Sherazam - Safar в хорошем качестве

Bayaan | Sherazam - Safar 2 недели назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Bayaan | Sherazam - Safar

Composed by Bayaan and Sherazam Lyrics: Asfar Hussain Music Produced by Farhan Zameer Label: Sony Music Middle East Recorded | Mixed | Mastered at Grammophon Studio Director: Hamza Khan Baande D.O.P: Shah Zaman Baloch Art Director: Hassnain Hashmi AD: Omar Rehman Stylist: Gulshan Majeed MUA: Mansoor Khan Gaffer: Ibrar Butt Focus Puller: Saeed Cheema Line Producers: Arsalan & Ahmed Bilal (A2Z) Post production: Umer Qureshi Set Photographer: Hassan Mughal Bayaan is Asfar, Haider, Mansoor, Muqueet and Shahrukh Lyrics: O Sanam O Jigar Tum ko ho kya hi khabar Kaise kati yeh raatein hain Kehtay hain sab magar Koi chalaa naa inn par Rastay jo maine naapay hain Kabhi hai taaron ki jhil mil Kabhi naa dikhti manzil Aisa safar mera Main bhaaga bhaaga Sadiyon se jaaga Aayaa hoon meelon gaaon se Naa humsafar koi Naa apna ghar yaara Rehta hoon behti naaon pe Dikhtay hain khwaab ho Jaagti aakhon ko Sapnay naheen iraaday hain Pooray woh karne ko Chal paray nangay pairon Khud se kiye jo vaaday hain Rukna naa kabhi bhi tha hal Chalna hi to hai manzil Main naa kaheen thehra Main bhaaga bhaaga Sadiyon se jaaga Aaya hoon meelon gaaon se Naa humsafar koi Naa apna ghar yaara Rehta hoon behti naaon pe Main bhaaga bhaaga Sadiyon se jaaga Aaya hoon meelon ker k iraada Main bhaaga bhaaga Sadiyon se jaaga Aaya hoon meelon ker k iraada Safar likha haath ki lakeeron mein Naa khonay diya khwaabon ko taabeeron mein Sheher ki hawa ne mujh mein rang bharay Main bhola sa purani tasweeron mein Safar likha haath ki lakeeron mein Naa khonay diya khwaabon ko taabeeron mein Dekh k rab ne azm mujhe par diye K urr sakoon buland taqdeeron se Safar likha haath ki lakeeron mein Naa khonay diya khwaabon ko taabeeron mein Sheher ki hawa ne mujh mein rang bharay Main bhola sa purani tasweeron mein Safar likha haath ki lakeeron mein Naa khonay diya khwaabon ko taabeeron mein Dekh k rab ne azm mujhe par diye K urr sakoon buland taqdeeron se

Comments