Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Ab Nibhani He Paregi Dosti Jaisi Bhi Hai | Shahzad Ahmad | Urdu Sad Poetry в хорошем качестве

Ab Nibhani He Paregi Dosti Jaisi Bhi Hai | Shahzad Ahmad | Urdu Sad Poetry 4 года назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru



Ab Nibhani He Paregi Dosti Jaisi Bhi Hai | Shahzad Ahmad | Urdu Sad Poetry

Shahzad Ahmad Sahab Ki Khobsurat Ghazal Ab nibhani hi padegi dosti jaisi bhi hai Aap jaise bhi hain niyyat aap ki jaisi bhi hai Khul chuki hain us ke ghar ki khidkiyan mere liye Rukh meri jaanib rahega be-rukhi jaisi bhi hai Chotiyan chhu kar guzarte hain baraste kyun nahin Baadalon ki ek surat aadmi jaisi bhi hai Ajnabi shahron mein tujh ko dhundhta hun jis tarah Ek gali har shahr mein teri gali jaisi bhi hai Aaj ke dukh hi bahut hain bim-e-farda kis liye Kat hi jaegi aziyyat ki ghadi jaisi bhi hai Dhundla dhundla hi sahi rasta dikhai to diya Aaj ka din hai ghanimat raushni jaisi bhi hai Jhulti hai mere dil mein ek shakh us ped ki Wo tar-o-taza hai ya sukhi hui jaisi bhi hai Main ne dekha hai falak ko jagte sote hue Meri aankhon tak to aai chandni jaisi bhi hai Ab kahan le jaen sanson ki sulagti aag ko Zindagi hai zindagi achchhi buri jaisi bhi hai Koi mausam ho meri khushbu rahe is phul mein Dastan meri kahi ya an-kahi jaisi bhi hai Apna haq 'shahzad' hum chhinenge mangenge nahin Rahm ki talib nahin be-chaargi jaisi bhi hai Subscribe To Our Channel For More Videos ►► Facebook :   / kitabemaazi   ►► Instagram :   / kitabemaazi   ►► Twitter :   / kitabemaazi   For Business inquiry or Fan Mail Call or WhatsApp: +92 331 4872455 Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. sad poetry, sad shayari, sad ghazal, Ahmad Faraz, Ahmad Faraz Poetry, Ahmad Faraz Whatsapp Status Poetry,Jaun Elia, Jaun Elia Sad Urdu Poetry, Tehzeeb Hafi Tehzeeb Hafi Mushaira Tehzeeb Hafi Rekhta, Ali Zaryoun, Ali Zaryoun Whatsapp Status Sad Love WhatsApp Status, New Poetry 2019, Sad Poetry Collection, Sad WhatsApp Status Love Sad Status Emotional WhatsApp Status Love Status Sad

Comments